Logo

Poetry

khaatin hai rah guzar, thori door sath chalo
bohut karra hai safar thori door sath chalo

tamaam umar kahaan koi sath daita hai
yeh jaanta hoon magar thori door sath chalo

Nashe mein choor hoon mai bhi tumhein bhi hosh nahin
barra maza ho agar thori door sath chalo

yeh aik shub ki mulaqaat bhi ghanimat hai
kise hai kal ki khabr thori door sath chalo

abhi to jaag rahae hein chiragh rahoon ke
abhi hai door saher thori door sath chalo

tawaf-e-manzil-janah hamein bhi karna hai
Faraz tum bhi agar thori door sath chalo



isnt to nice.


Posted on 12/5/2003 4:49:10 PM

tawaf-e-manzil-janah hamein bhi karna hai
Faraz tum bhi agar thori door sath chalo


nice!!

Posted on 12/5/2003 6:18:23 PM


Posted on 12/5/2003 9:47:15 PM

CharChaYy Terri MAsooM NigaHii Kay BohaT ThaY
iLzaaM Tau AaNaa Tha hamieN Bay-AdaBooN PaR ( FaraZ)

Posted on 12/5/2003 9:52:52 PM

yeah sweetie it is nice

Posted on 12/6/2003 11:50:00 AM

nice one @ rogi!

Posted on 12/6/2003 10:51:24 PM

AadaB

Posted on 12/7/2003 3:23:54 AM


wah wah
_______________
shy_princess
[email protected]
aik baat kahoun ager sunatey hoo....

Posted on 12/7/2003 4:09:50 AM

Meri Taqdeer ki Rahainn Badalta jata hay
Haye Teri Kamar ka KHAM,,,,,Zara Aahista Chal

Posted on 12/7/2003 4:03:38 PM