Logo

Kaho Na Kaho

                                      



                                  





kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein yeh sahara hai
wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein yeh sahara hai
wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

Badalon se unchi udan unki
sabse alag pehchan unki
unsse hi pyar ki kahani mansoob
aate jate saason ki rawani mansoob

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein tu hamara hai
andhere raaston ka tu sitara hai

tu hi jeene ka sahara hai
mere mojo ka kinara hai
mere liye yeh jahan hai tu
tujhe mere dil ne pukara hai

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
labon pe naam tere bas hamara hai
yeh tera dil bhi jaana ab hamara hai

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein yeh sahara hai
wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

Khwabo mein tujhko sanwara hai
jazbon mein apne utara hai
mere yeh aankhen jidhar dekhe
tera hi tera nazara hai

Khwabo mein tujhko sanwara hai
jazbon mein apne utara hai
mere yeh aankhen jidhar dekhe
tera hi tera nazara hai


Posted on 3/28/2004 8:35:15 AM

kewl song ..hhehehe waise yeh eyes kabhi hoor kee thee na

Posted on 3/28/2004 12:23:23 PM

yes hoor ki hi hain batana nahi ssssssshhhhhhhhhh

Posted on 3/29/2004 4:18:26 AM

uski aankhein dedo, wo dekhegi kaise

Posted on 3/29/2004 7:56:38 AM

maine nahi deniiiii na

Posted on 3/29/2004 8:08:05 PM

arey han nice song..



hawww subah,, aankhein chori ki
ye aaankhein mujhe de de thakur
me ne.. umm
apni billi ko lagwani hein

Posted on 3/29/2004 8:11:39 PM

per hooor ka kiya hoga .. nahi meri nani kee ankhein ek billi ko nahi lag sakti na

Posted on 3/29/2004 10:08:18 PM

sall tumhe aankhein kyon lagani hain

Posted on 3/29/2004 10:14:20 PM

SALL:
arey han nice song..



hawww subah,, aankhein chori ki
ye aaankhein mujhe de de thakur
me ne.. umm
apni billi ko lagwani hein



yeh to maine nahi deni gabar g

aap ash ki lay lo na billi k liye blue eyes (fragi k sign mein se)

Posted on 3/30/2004 9:39:30 PM

very nice song!!!the music is cool!

Posted on 4/2/2004 12:07:21 PM

a very nice song my fav.these days.....subha plz tell me who sung it?? coz i dono:(

Posted on 4/2/2004 5:58:13 PM

SanaSana:
a very nice song my fav.these days.....subha plz tell me who sung it?? coz i dono:(

its by this singer called AMIR JAMAL..

Posted on 4/5/2004 7:54:09 PM

gud song but only song not the picturization

Posted on 4/5/2004 10:28:40 PM

subha:
                                              



                                      


really nice song...i really love it....


kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein yeh sahara hai
wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein yeh sahara hai
wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

Badalon se unchi udan unki
sabse alag pehchan unki
unsse hi pyar ki kahani mansoob
aate jate saason ki rawani mansoob

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein tu hamara hai
andhere raaston ka tu sitara hai

tu hi jeene ka sahara hai
mere mojo ka kinara hai
mere liye yeh jahan hai tu
tujhe mere dil ne pukara hai

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
labon pe naam tere bas hamara hai
yeh tera dil bhi jaana ab hamara hai

kaho na kaho
yeh aankhein bolti hai
oh sanam oh sanam
oh mere sanam
mohabat ke safar mein yeh sahara hai
wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

Khwabo mein tujhko sanwara hai
jazbon mein apne utara hai
mere yeh aankhen jidhar dekhe
tera hi tera nazara hai

Khwabo mein tujhko sanwara hai
jazbon mein apne utara hai
mere yeh aankhen jidhar dekhe
tera hi tera nazara hai


Posted on 4/10/2004 11:31:45 PM

yup " akhiyan jhoot na bolein"

Posted on 4/11/2004 12:06:24 AM

excellent song music bhi bohat cool hai is ka singer nai gaya bhi bohat acha hai yarr arabic bhi bohat achi lag rahi hai is song mai nice song haan

Posted on 4/20/2004 9:38:13 PM

meri eyes menu wapis karo..nahi te mein pura jb hila chadan gi...

Posted on 4/21/2004 4:04:09 AM

COOL SONG!! i really like it!!












Posted on 4/21/2004 12:18:46 PM