Logo

HIJAR KI RAT

Hijar Ki Raat....

Na Khsuhi Hi Raas Hai Na Ghum Hi Ra** Hai
ye kesa najane kesa duniyan ka insaf hai

jin ki rahuon main hum phol bichte hain
najane kyun wohi hum par pathar barsate hain

aab haste hain tu ankhun se ansoo nikal aate hain
log kyun alfazon ke nishtar barsate hain?

hum jin ko aapni zindagi se bar kar chate hain
wohi log waqat aane par ajnabi ban jate hain

tamam umer ju kahte hain sath chalin gain
bich safar main kyun tanha chor jate hain

hijar ki lambi raton main sanam
pholon ki bister bi kanton ki seej ban jate hain


Posted on 6/25/2004 9:13:51 PM