Logo

~Magic stick~

saray nahi na yaar uss ko to maine hi marna hay bus aur aap ki magic stick say hi

Posted on 8/10/2004 3:56:14 PM

aur nahin tu kia marna kaun sa mushkil kaam hay...
is magix stick say doosrey kaam lona aplog

Posted on 8/10/2004 3:58:08 PM

WAFA:
kissi ko marnay kay liye stick ki nahin GUnz ki zaroorat partee hay


Ustad Skool main gunzz say nahi Stick yani danday say marta hai ..

Posted on 8/10/2004 4:06:30 PM

subha:
saray nahi na yaar uss ko to maine hi marna hay bus aur aap ki magic stick say hi


nahi na .. meri magic stick bohaat achee hai .. wo is tarhaan kay kam nahi kertee..

waisay by the way marna kis ko hai? kaun baan gia app ka dushman??

Posted on 8/12/2004 5:46:43 AM