main kia btaonnn main to sirf pooch sakta hoon
kioonka main bachara hoon aur izhar kar hi nahi sakta
aur haan ager pyar really sacha hai to koi dialouges ki zaroorat nahin...
main kia btaonnn main to sirf pooch sakta hoon
kioonka main bachara hoon aur izhar kar hi nahi sakta
k mr.bichara jii
kiya unki sendal se der lagta hai![]()
izhaar nahin kersakatay tu PYAAR kaisey ker liya