Logo

^^Back To Past ^^

ufffff... gaur se parho
bachpan yaad aa raha hai jawani mei
"aseer e panj e shabab kar k mujhe
kahan gaya mera bachpan kharab kar k mujhe"





wafa yar agar aap ko song pasand aaya to herat hai
coz meri hansi nikal jati hai hamesha sunn k
(dilip's movie song by rafi)






tu kahe agar jeewan bhar
me geet sunata jau
aur taal mei teri harr damm
awaaz milata jauuu
tu kahe agarrrr
tu kahe agarrrrrrrr

Posted on 8/25/2004 8:37:33 AM

kahan gaya mera bachpan kharaab kerkat mujhey....
i really loved this line

Posted on 8/25/2004 12:16:18 PM

TERAY BINA ZINDAGI SAY KOI SHIKWA TU NAHIN
TERAY BINA ZINDAGE BHI LAIKIN ZINDAGI TU NAHIN

Posted on 8/25/2004 12:17:55 PM


Posted on 8/25/2004 1:39:42 PM

maut ko apna bana leta ..

Posted on 8/25/2004 10:18:56 PM

ye lamhey
ye pal hum
berson yaad karengey
ye mosom chaley gaye to
hum feryaad krengey

Posted on 8/26/2004 5:36:49 PM

hmmmm

Posted on 8/26/2004 8:30:49 PM

Dil hai k manta nahi

Posted on 8/26/2004 10:27:36 PM

sadaa ke kasooor?:s

Posted on 8/26/2004 10:40:49 PM

wafa n sanaaaaa..

my fav songs..
tere bina zindagi se shikwa
n
yeh lamhe yeh pal hum






yeh raat bheegi bheegi
yeh mast nazare
utha dheer dheere woh chaand pyara pyara
kyun aag si laga k
gum sum hai chandnii
sone bhi nahi deta mausam ka yeh ishara

Posted on 8/26/2004 10:53:15 PM

hain na...really such a nice song....



here comes another ma fav

"baree mushkil hai
khoya mera dil hai
koi ussey dhoond ke laye naa
jakey kahan main rupat likhaoon
koi batlaye na
main rooun ya hansoon
karoon main kiya karoon"



Aankhon Ki Gustakhiyaan
Maaf Hon
O Aankhon Ki Gustakhiyaan
Maaf Hon
Ek Tuk Tumhein Dekhti Hain
Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Vo Ye Kehti Hain
Aankhon Ki Sharmohaya
Maaf Ho
Tumhein Dekhke Jhukti Hain
Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakin
Jhuki Aankhein Vo Kehti Hain















Posted on 8/27/2004 3:57:44 PM


Posted on 8/27/2004 4:16:13 PM

ahaaannnnn..


.........
jo karna hai tum kar lo jiii
chalein ge hum to aise hi
hamara kya hai
marein ge dunyaaa waaale
o dunyaa waale o dunyaa waale

Posted on 8/27/2004 10:44:00 PM

kahan s eaagaye
ye dunya wale
zalim samaaj









aye dilmere chal re
dheerey dheerey dhereey
tu zara sambhal re dheerey dheerey dheerey







Posted on 8/28/2004 1:59:58 PM

tum say milkay aaisa laga tum say milkay
arman hoay poray dil kay
tum say milkay aaisa laga tum say milkay
arman hoa poray dilkay
aay mari janay wafa
teri meri meri teri ik jaan hai
sath teray rahain gay sada
tum say na hon gay juda
tum say milkay aaisa laga tum say milkay
arman hoay poray dil kay

Posted on 8/28/2004 10:25:57 PM

dheere dheere machal
ae dil e bekaraa
koi aata hai,,
dheere dheere machal......

Posted on 8/29/2004 2:00:54 PM

dekho ye kon aagya
ban ke nasha cha gaya
soyee baharon
saoye nazaron

Posted on 8/29/2004 2:10:37 PM

dheeray dheeray say meri zindagi main ana
dheeray dheeray say dil ko churana
tum say pyar humain hai kitna janayjana
tum say mil kar tum ko hai batana
jab say tujhay daikha
dil ko kaheen aram nahin
maray hotoon pay ik teray siwa koi naam nahin
apna bhi hal tumharay jaisay hai sajan
bas yaad tujhay kartay hain
aur koi kaam nahin
ban gaya hon main tera deewana
dheeray dheeray say dil ko churana
dheeray dheeray say meri zindagi main ana
dheeray dheeray say dil ko churana

Posted on 8/29/2004 7:12:46 PM

dil hai kay manta nahin
dil hai kay manta nahin
mushkil bari hai
rasmay muhabbat ya janta hi nahin
dil hai kay manta nahin
dil hai kay manta nahin
ya bay karari kyon ho rahi hai
ya janta hi nahin
dil hai kay manta nahin
dil hai kay manta nahin
dil tu ya chahay
pal pal tumhain bas yunhi daikha karain
mar kay bhi hum na
tum say juda hon
aao kuch aaisa karain
mujh main sama ja
aa pas aa ja
humdam maray humnasheen
dil hai kay manta nahin
dil hai kay manta nahin

Posted on 8/29/2004 7:13:24 PM

haan judai say darta hai dil
haan judai say darta hai dil
maut say tu main darti nahin
aur darti tu sun lay sanam
sun lay sanam
pyar tujh say main karti nahin
pyar tujh say main karti nahin
haan judai say darta hai dil
haan judai say darta hai dil

Posted on 8/29/2004 7:14:46 PM

hum say badal gaya woh nigahain tu kiya hoa
hum say badal gaya woh nigahain tu kiya hoa
zinda hain kitnay loog muhabbat kiay bagair
hum say badal gaya woh nigahain tu kiya hoa
zinda hain kitnay loog muhabbat kiay bagair
pahlay kareeb tha koi
ab dooriyan hi hain
insaan kay naseeb main majboriyan hi hain
usko taras gayeen hain ya bahain tu kiya hoa
sadma hi jhailna hai shikayat kiay bagair
hum say badal gaya woh nigahain tu kiya hoa
zinda hain kitnay loog muhabbat kiay bagair

Posted on 8/29/2004 7:15:24 PM

hum sab uss deish k baasi hein
jiss desh mei ganga behti hai

hoooooo hoooooooooooooo

Posted on 8/29/2004 9:47:28 PM

thanx MG1

kuch na kaho
kuch bhi na kaho
kuch na kaho
kuch bhi na kaho
kiya kahna hai
kiya sunana hai
mujh ko pata hai
tumko pata hai
samaay ka ya pal
tham sa gaya hai
aur is pal main
koi nahin hai
bas aik main hon
bas aik tum ho
kuch na kaho
kuch bhi na kaho

Posted on 8/29/2004 10:01:12 PM

ankhoon ko intezar ka
day kay hunar chala gaya
ankhoon ko intezar ka
day kay hunar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya
din ki woh mahfilain gayeen
ratoon kay rat jagay gaay
din ki woh mahfilain gayeen
ratoon kay rat jagay gaay
koi samait kar maray
koi samait kar maray
shamoon sahar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya
jhonka hai ik bahar ka
jhonka hai ik bahar ka
rangeen khayal yaar bhi
jhonka hai ik
jhonka hai ik bahar ka
rangeen khayal yaar bhi
tarsoon bikhar bikhar gayee
tarsoon bikhar bikhar gayee
khushbo jidhar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya
us kay hi dam say dil main aj
dhoop bhi chandani bhi hai
us kay hi dam say dil main aj
dhoop bhi chandani bhi hai
day kay woh apni yaad kay
day kay woh apni yaad kay
shamso qamar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya
kocha ba kocha dar ba dar
kocha ba kocha dar ba dar
kab say bhatak raha hai dil
kocha ba kocha dar ba dar
kocha ba kocha dar ba dar
kab say bhatak raha hai dil
humko bhola kay rah woh
humko bhola kay rah woh
apni dagar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya
chaha tha aik shaks ko
janay kidhar chala gaya

Posted on 8/29/2004 10:17:39 PM

tere bheege badan ki khusboo se
lehrein bhi hui mastani si
hmmm hmmm hmmmmmmmmmmmmmm..

Posted on 8/30/2004 8:36:25 AM

na kahin chanda na kahin taare
jot k pyaase mere nain bechare
ik juug jaise
ik pal beeta,,
pal beete mohe neend na aee
pucho na kaise me ne rain bitai


Posted on 9/3/2004 9:04:21 PM

TARAPNA BHI HUMEIN ATTA HAY
TARPANA BHI ATTA HAY
GHUM E DIL KO
IN ANKHON SAY CHALAK JAANA BHI ATTA HAY

Posted on 9/3/2004 9:11:59 PM

tu hi nahi, me hi nahi
saara zamaana
dard ka hai aik fasanaaa..
aadmi ho jaae deewana..

yaad kare gar, bhool na jaae
meri nindiya tohe mil jaae
me jaagu
tu so jaae,,
me jaagu tu so jaae

Posted on 9/3/2004 10:13:06 PM

TU HI REY
TU HI REY
TERAY BINA MEIN KASIEY JEEYOON
AJJAAAA REY AJJAA REY
YUMHI TARPA NA TU MUJH KO
JAAN REY JAAN REY
IS SANSON MIEN BUS JA TU



Posted on 9/3/2004 10:25:55 PM

jinhein mitna ho woh mitne se darr jaya nahi karte
woh darr jaya nahi karte
mohabbat karne waale gham se ghabraya nahi karte
kisi ko bewafa aa aa k tarpaya nahi karte
khyalon mei kissi k iss tarhe aaya nahi karte
....


Posted on 9/3/2004 10:32:45 PM