well yea sary luck ki bat hay dear;) and i don need any 1 now b/c mari life ALLAH ka lakh lakh shukr hay asay ki mast ja rahi hay tu kaya zarorat hay tentions may pernay ki ..kuon sahi kaha ha????
dil to hai par pyaar nahi
pyaar to hai par ikraar nahi
ikraar to hai par eitbar nahi
eitbar to hai par karaar nahi
karar to hai par hosla e intzar nahi
hmmmmmmmmmmmm...
rubbish,,,,
pyar nahi to kuch bhi nahi,, agay ka sab bakwas hai