par meray yar yeh meray sath kiyn hota hai
jis ko dil do woh kisi or kay sath hota hai
koi apna koi prayia nahin hota hai
insaan khud hi apna sarmayia hota hai
Dil seY teRa khaYal na jaaye to kYa kaRuN,
Tu hee baTa tu yaaD aaYe to kya karuN,
Hasrat yeh hai ke aik nazaR tujhe dekh LuN,
MaGar kismat woh diN na laaYe tou kYa karuN.
thanks s a
oh no hum itni achi shayira kay sath hum klam hain or hamay pata hi nahin so sad chelo ab jaldi say mughay ato graf do takay main mehlay kay bechon ko impres kar sakon
Ooh accCha nai nai yaaR meRa naaM SaLmaN Khan hai .... AzaD tou bus niCk parh gaYa tha meRa ...essi lia SaLmaN AzaD ke naaM se baithta hunNn ab saMaJ aaYa kuCh mmja jee.
f_g raz ki bat batyion woh mughay bhi samgh nahin ati par kyia hai na jisko jo samgh nahin ata usi say hi impres hota hai ab bhanay na banyio sharafat say atograf do mughay
Aap saath bhaLeY hi na deiN,
Par chaLna hume aaTa hai,
Har aaG auR naFraT seY wakiF haiN,
JaLna hume bHi aaTa hai,
BhaLeY jo beet gaYa woH dauR na aYeGa,
Par waDaaH hai ye haMaRa,
Es diL meiN aaP keY siva koi auR na aYeGa!!
BhuL tou jaTa tuMhe,maGaR bhuLaYa naHi hai...
HuMneY vadon seY apNa damaN chuRHaYa nahiN hai...
JuDa to ho GaYe huM maGaR, miLne ki tamanNa baki hai...
Esi liYe tou kiSi auR seY, maine DiL laGaYa nahiN hai...
jub se shairi ki har shairi tere naam ki
jub se aashqi ki har aashqi tere naam ki
iss liye khoon-e-jigar se tera naam likha karte hain
hazaro taare hain aasma pe magar chand to ak hai
hazaro chehre hain jahan main magar mera dildar to ak hai
tum himsha chand ki tarah chamko yehi dua kiya karte hain
soochte soochte khayal aya ke khayalo main tu hai
mere har jawab aur mere saare sawalo main tu hai
kyun tujh se ittna pyaar hai khud se sawal kiya karte hain