Assalam-o-Aleikum!
kaise hein sab loog?well, i was too much Doubty abt Tableeghi Jamaaat..........but i spend some period of time with them..........................i found them their best...................
baaqi Human Error tu ham sab mai hein...........i think ke yeah Human Metality hai yaa phir meri Observation...........some time we just concentrate on other's Fault or errors................
btw ab tu Saeed Anwar & Junaid Jamshed bhi are a part of this.........
ab ham yeah kahein ke saari life tu jo mann mai aaya kia..........and now, they r pious.........ham nahi maante ya iss type ka koi bhi Statement ham mai se kisi ko bhi zaib nahi deta.............kuch bhi hai hamien kisi ko uss ke Past mai kisi Error ki waja se usse Future mai Target nahi karna chahiye...............
maaf karne wala tu ALLAH(SWT) hai............. ham kaun hote hein sahi ghalt decide karne walay...........
and I heard in Aalim's Bayaan ke ALLAH(SWT) tu 70 mothers se bhi ziadah love karta hai apne
NAFARMAAN banday se............
Arabic mai 70(mind its Sattar[the urdu word which is stand for Seventy]ka matlab hai Unlimited.......
now, see ke jab Nafarmaan banday se itna piyaar tu Farmaanbardaar se kitna ho ga...........
our Calculated Statistics are failed naa............ in front of his Rahmat........
now, i am not saying ke mujh se agree karoo
but at least hamien kisi bhi cheez ke baray mai ek damm se apna point of view nahi dena chahiye.......i think ke forums ham views ke exchange ke liye join karte hein..........phir itna narrow minded ho ke hamien nahi soochna chahiye.........
i am not saying ke kisi ne aisa kuch kaha hai .............but its my opinion naa..........
dont be think that i am saying to anybody or somebody indirectly......
if any of u hurt then I Am Sorry.......
if i am wrong then ask me Straightforwardly...........mein mind nahi karoon ga............but there is nothing to deny.................................
take care
Chao
friend_16:
exaclty ... loogon ko jaab deen kay baray main batatay hein tu un kay different reactions hotay hein n we have to face them .. agar hum bhee react karein gay tu jo unhoon nay baat agar sunni samjhni bhee hai tu nahi sunain gay.. is liay jo bhee tableegh ker raha hoo .. us ko kafee tahamul kay saath saab batein bardast kerni perteen hein .. aur is kay liay pehlay khud deen ko seekhna hai aur phir doosroon taak poochana hai..