.. mujhay .. baad main batoon gee kia banana aata hai ..
..
kia baat hay main ne bahut try ki lekin kabhi hath jal gaya kabhi jo pakaya tha woh jal gaya
hay
haan larkon ka kaam hai khana sahi kaha
maar khana
abba kii peetaye khana
logon ki jhirkiyan khana
lerkiyon kii sandal khana
deemagh khana.....
shabaash aisey hi khatey raho
humko koi aiteraaz nahi![]()
![]()
![]()
aggar larki se parri hoti to itni lagti naheen, lekin larki ke baap aur bhai ne to khuub kas ke maari hogi!?