yep ho sakta hai,, aur aisa ho jae to aik dammm zabardast baat hai
par mostly aisa hota nahi hai
lekin i think iss se koi fark nahi parta
hamare haan aik saath rehne liye aik doosre ko samajhna ya aik doosre ko pasand karna zaroori nahi hai
arey zahir hai,,
u r rite
but im saying that coz of majority cases i ve seen
warna Allah ka shukar mera apna exp bohot acha hai,,,
(it was not an arranged one)