tang aa chuke heinnnn kashmakash e zindagi se hum
tukhra na dein jahan ko kahin be-dili se hum
hum gham zada hein la'ain kaha nse khushi k geet
dein ge wohi jo pa'ain ge iss zinagi se hum
ubhrein ge aik baar abhi dil k walwale
maana k thak gae hein gham e zindagi se hum
lo aaj hum ne tor diya rishta e umeed
lo ab kabhi gila na karein ge kissi se hum
khehkehekehekheee..
majak hai yarrr,,,
hum gila na karein ge to kya karein ge
meenu bhi gana seekh jae ga yar,, kyar naaa
oayy,, and ramadan mei gana mana hai
kyunnn
jo bhi hai woh theek hai
zikr kyun karein
hum hi sab jahan ki
fikr kyun karein
jab usse hi gham nahiii
kyun humein ho ghammmmmm..
aasman pe hai Khuda
aur zameen pe hum
aaj kal woh iss taraf
dekhta hai kammmm..
yep,, simple
apni jaan bachane ko
khudgarzi k liye
jhoot kissi ki khushi k liye bola ja sakta hai, i dont believe this.. wakti khushi liye itna bara gunah sir pe lena ja'iz hai kya ??
aur waise bhi it s said jhoot kabhi chupta nahi,, to wakti jhoot bol k kya faida jab k kabhi na kabhi sach samne aa hi jae ga