ajj kaal ka sub kuch just daykhawa haii.hum log itnii bari bari baatain ker layty hain jasay hum fazel haii hum nain piyar ko samjh leay haii hum piyar main kamyab hain but kia hain hum kabi yay jana jata haii kabi nahii.if u ask somebody app ko kasii say piyar howa wo kahy ga ya gii hain howa tha falan larka ya larki thiii yay nahii hain apnain bro sis parents kabi nahiiiii.
or haan.. kis kisam k piyar ki app baat kar rahay hein..jis mein her baar yehi kaha jay
"yeh met karo..waisa met karo.."
"idhar met dekho..udhar met dekho"
"yahan met jao..wahan met jao"
"aisay utho..aisay betho "
![]()
![]()
na lardki ..sahi say jenay deti hai lardkay ko..
or na lardka jenay deta hai sahi say lardki ko
donu..shak kar kar k he mer jayein..
os lardkay ki taraf kyun dekha yah phir..os lardki ki taraf kyun dekha..![]()
yehi ajj kal k PIYAR ki kisam hai..
and mery hissab say sub sahii sochtay hain main kabi bi negative nahiii sochta kasii kay bary main. Hacker ji..
app nay sahi say pardha nahin..jo hum nay likha..
"Personally" ka word use kiya hai hum yani.. kisi per koi bhi thought impose nahin ki apni..
3 ghantay piyar kar k dekhien.. lolzz..![]()
![]()
aisay piyar ka kiya faida jo sirf 3 ghantay kiya jay maza lenay k liye..![]()
hum jo sochtay hein..apnay hasaab say sahi sochtay hein..or app jo sochtay hein ..apnay hassab say sahi...
or agar app ka yeh khayal hay k hum ghalt hein..to theek..sochtay rahein..kaun sa hamara bill aa raha hai..
eywell kash main yay wali kisam nahii kah raha aur wasay bii yay insan ki apni galti hotii haiii ( kabi kabi )ajj kaal kis ka brain positive hota haiii aur piyar kay baad yay condition ho jati haii ajj kaal kay time main.aur app nain piyar keay haii kasiii say kia?
har insan ki apni sooch hoti haiii like u said but hum logo nain kabi agly ki soch ko samjnain kiii try nahii kiii,aur na kerty hain..aur main jo piyar ki iqsaam kah rah ahoon wo parents love bro sis and many more like that.na hii is kisam kiii.to app yay log koyoo shuk kerty hain kabi soocha haiii.larki ya larky say piyar to ker leay jata haii date par liii jati haii kabi us kay ger ja ker daykha jat ahaii ya us kay dil ko samjha jata haiii kay wo ander aur baher say kasa haii kabi nahii koyoo kay fun say time maily to kuch aur karyain na.ajj kaal ka to yay haal haiii.boys says wo r rich girls says we r beautifulsajj kaal ka sub kuch just daykhawa haii.hum log itnii bari bari baatain ker layty hain jasay hum fazel haii hum nain piyar ko samjh leay haii hum piyar main kamyab hain but kia hain hum kabi yay jana jata haii kabi nahii.if u ask somebody app ko kasii say piyar howa wo kahy ga ya gii hain howa tha falan larka ya larki thiii yay nahii hain apnain bro sis parents kabi nahiiiii.
or haan.. kis kisam k piyar ki app baat kar rahay hein..jis mein her baar yehi kaha jay
"yeh met karo..waisa met karo.."
"idhar met dekho..udhar met dekho"
"yahan met jao..wahan met jao"
"aisay utho..aisay betho "
![]()
![]()
na lardki ..sahi say jenay deti hai lardkay ko..
or na lardka jenay deta hai sahi say lardki ko
donu..shak kar kar k he mer jayein..
os lardkay ki taraf kyun dekha yah phir..os lardki ki taraf kyun dekha..![]()
yehi ajj kal k PIYAR ki kisam hai..
app ki kia baat haiii i think app nain parha nahii sahii tara jo manain kaha mainain na ajj tuk kasii ki soch ko negative kaha na kahta hoon ager kahta hoon to us ko dakh ker kahta hoon and i am not talking about u bcz there is somthing jo har insan janta hai,and main kon hota hoon kasiii ki soch ka haq maranin wala.har insan apnain tareeqy say acha aur sahii sochta haii.and jeena us ka kaam haii us ki apni life haii us ka apna hassab haii.app nain jo baat ki haii love marriege nakam koyoo hoti hain ya fail to main app ko yay hi samjhna chahata hoon kay ajj kaal ka love just jisam tuk ka haii (sory main open nahii hona chahta but batana zaroori haii) koyii app ki fiker nahii kerta koyii app ki soul say piyar nahii kerta,sub ko aik beautiful larki and smart boy and also rich cheyeay koyoo kay wo janty ya janti hain kay ager un ko yay nahii mily ga to wo agay ja ker un ka jeen aharaam ho jy ga.like app news partii hoon gi kay fala larka ya larki kasii kay sath chali gyii aur jaty jaty kafi money sath lay gyiii,app janti hain ya janty hain kay ajj kaal piyar koyoo nahiii raha ya koyo waste of time ban gia bcz we all love money...main jo bi baat kerta hoo yay un logo kay leay nahii haii jo is cheez ki taraf tawajoo nahiii daty ( mean jin kay nazdeek money and larki ya larka smart and beautiful aymeayat nahii rukhta)main sirf time kii baat kerta hooo jo time ajj kaal ja raha haii...
kahan gyii us ki wo beauti jo world main proud tha kay i a beautiful or smart,wo hii sub kuch mitti main dabdeel ho jy ga.
many more
i will put a knife thru ur hearts
take it out n put a rock to fill a part![]()
![]()
Dil ho ga to nikaly ga na.
wah kia bat hy
![]()
* zindage main tu sabhhe pyar kia karty hain.
* main tw mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* tw mila hay tu yeh ahssas howa hay mujh ko.
* yeh mere umr mohabut k leay thoree hay.
* ik zara sa gumain dowran ka bhe hq hay jis per .
* main ny wo saans bhhe tery leay rkh chhoree hay.
* tujh pay hoo jawon ga qurban rujhy chahoon ga.
* main tu mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * *
* upny jzbat main nghmaat rchany ky leay.
* main any dhhrkun kee trha dil main bsaya hay tujhy.
* main judaie ka tswur bhhe bhhla kisy karoon.
* main nay dhrkun kee trhaa dil main bsaya hay tujhy.
* pyar ka bun k nehgybaan tujy chahoon ga.
* main tw mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* zindage main tu sabhhe pyar kia karty hain.
* main tu mr kr bhhe mere jaan tujhy chahoon ga.
* * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * *

...
paki apnain dil ki baat ki
kashhhhhhhhhhhhh jo manain itna time laga ker app ka jawab diya wo![]()
...
yay na to poetry haii na hiii nazam app nain jawab nahii dayna mat dain but bahnain to na banain..and Kash asa nahii kahty (andhay) galat baat haiii and its ook hum bhool jain gy kay hum nain app say kuch poocha haii ook
kashhhhhhhhhhhhh jo manain itna time laga ker app ka jawab diya wo![]()
...
yeh..hamary sawal ka jawab app nay poetry mein he kyun diya???![]()
wasiay abb day dia tou day dia!!![]()
likin hum say yeh na pardhay jay ga..itni bari hai yeh ghazal hai ya nazam..jo bhi hai![]()
choti hoti tou pardh kar jawab day deti..![]()
iss ko pardhtay pardhtay tou hum andhay ho jayin gay !!![]()