O yarr main nay kab kisi uljhan main dala hay kisi ko.........Maray dil par takan nahi hay is lia puch lia k kahan hota hay dil ka ktakan.... kisi ko nahi maloom kahan hota hay
app ko fikar kerne ki zaroorat nahin hai
khud hi mill jaye ga kabhi na kabhi...
wese yeh gana pakistani movie larki punjaban se lagta hai...iss movie ke ek gane mien bhi dhakkan ka zikar ho raha hai...i'm not sure...lekin lagta hai ke wohi gana hai
yaar us nay shaery ki thi
hum nay masla bana liya hai
waisy jis tarah bottle ka dhakkan bottle key muun per hota hai dil ka dhakkan banday kay muun per hona chaheye
you can say lips are dhakkan of heart
you open your lips and express what you want to say
it will mean that you have open your dhakkan of heart
laikin phir bhi masslah hai
heroin of the song "under kaisay jaey ge
Eyes hoti haii dil ki zuban...kehte hai ki mohabbat ki zubaan nahi hoti...yeh haqeeqat toh nighanho se bayaan hoti haii!..
but yeh words taken aur dhakkan kyun