Logo

kashmiri beauty is here!

kash_beauty:
stariz:
Allah Allah itna bara sach
itna kam waqt ma itni post
aur tame nahi ha

kashiiii zara left shoulder per farihta ko new book da do purani bhar chuki ha


zaida ho gaya kia
thora kam sacha bola karon

teen books khatam ho gai hein abb tak
abb tou hum nay dena he chord dia!
app computer la kar dia hai k bas bhartay jao data



nice
ya bohat hi acha kia
ohoo per kashii harddisk ki toa limit hoti hena

Posted on 3/19/2005 8:07:16 PM

King of jb:
esay der hay kay chooro ko moor na per jaey



ji nahi mujhay yaqeen hai ka tum aur adi nahi nikaloga

after all why are friends for yaar

Posted on 3/19/2005 8:09:09 PM

kash_beauty:
stariz:

dekho apna oper itna karz nahi charao ka otarna mushkil hojahay kuch khud sa bhe inam da dia karo, adi khush hojahayga


app utar dena na karz

hamary kuch anaam mein denay say RAJA ji kyun khush hon gay



actually raja ko aj tak kisi na koi anam nahi dia na isi liye

Posted on 3/19/2005 8:09:38 PM

kash_beauty:
stariz:

aysa toa hohi nahi sakta
mana ka tumhara demagh hai
per usko rakhna ka liye koi jaga khali nahi
coz jaha rakha jata ha waha already bhosa bhara hoa hai


honay ko kuch bhi ho sakta hai

bhosa nahin hai...ala kisam ki ghaas hai bhari hui



haan jissay BG aur adi char rahay hai

Posted on 3/19/2005 8:10:34 PM

King of jb:
ker lo gal jo tumhara wo mayra or jo mayra wo sab queen of jb ka



daal ma kuch kala hai

ya phir ya daal hi kala masor ki ha

wasa tumhara naam sa match karti hai

ab toa pakka yaqeen hochala hai   

Posted on 3/19/2005 8:11:54 PM

King of jb:
esay der hay kay chooro ko moor na per jaey


derna bhi chahiye
khud bhi tou chori kar k rakha hua hai

Posted on 3/19/2005 8:18:30 PM

stariz:
sab kuch bata do
taka tum nikalll lo


hum yeh chotay kaam nahin kartay

Posted on 3/19/2005 8:19:27 PM

stariz:
nice
ya bohat hi acha kia
ohoo per kashii harddisk ki toa limit hoti hena


koi baat nahin
hard-disk or aa jay gi

atleast gumnay ka tou khatra nahin ho ga na

Posted on 3/19/2005 8:20:33 PM

stariz:
actually raja ko aj tak kisi na koi anam nahi dia na isi liye


tou app day dein na
app nay kis khushi mein gift sambhal kar rakha hai

Posted on 3/19/2005 8:21:37 PM

stariz:

haan jissay BG aur adi char rahay hai


achaaaaaaaa
hum bhi sochien..yeh ghaas din ba din kam kyun ho rahi hai

abb samjh aaya

Posted on 3/19/2005 8:23:22 PM

deer ahay per durust ahay

Posted on 3/19/2005 10:42:46 PM

kash_beauty:
stariz:
sab kuch bata do
taka tum nikalll lo


hum yeh chotay kaam nahin kartay



tum na aj tak koi kaam kia ho toa na
hmm

Posted on 3/19/2005 10:46:31 PM

kash_beauty:
stariz:
nice
ya bohat hi acha kia
ohoo per kashii harddisk ki toa limit hoti hena


koi baat nahin
hard-disk or aa jay gi

atleast gumnay ka tou khatra nahin ho ga na



per agar bad sector agahay toa?
fir kahi farishta foul na likh da

Posted on 3/19/2005 10:47:21 PM

kash_beauty:
stariz:
actually raja ko aj tak kisi na koi anam nahi dia na isi liye


tou app day dein na
app nay kis khushi mein gift sambhal kar rakha hai



nahi hum adi ko kisi khushi ma gift nahi denga
haan per ghum ma zaror denga, namak woh bhe lal mirch ka sath

Posted on 3/19/2005 10:48:09 PM

acha gift hai

Posted on 3/20/2005 12:35:45 AM

stariz:
deer ahay per durust ahay


yesh yesh
karract

Posted on 3/20/2005 12:36:51 AM

stariz:
tum na aj tak koi kaam kia ho toa na
hmm


haan abb yeh bhi hai

hum farigh rehnay mein buzi hotay hein
issliye time nahin milta koi kaam karnay ka

Posted on 3/20/2005 12:37:50 AM

stariz:
per agar bad sector agahay toa?
fir kahi farishta foul na likh da


koi baat nahin...
disk clean ka option kab kaam aaye ga


Posted on 3/20/2005 12:38:54 AM

kash_beauty:
stariz:
tum na aj tak koi kaam kia ho toa na
hmm


haan abb yeh bhi hai

hum farigh rehnay mein buzi hotay hein
issliye time nahin milta koi kaam karnay ka



haan ya bhe bohat bara kaam ha
kuch logo ko hi naseb hota hai

Posted on 3/20/2005 1:41:10 AM

kash_beauty:
stariz:
per agar bad sector agahay toa?
fir kahi farishta foul na likh da


koi baat nahin...
disk clean ka option kab kaam aaye ga




wo baat toa thek ha lekin fir bhe foul tu hoa na
kia yaar kashii kia hogaya hai?
jao thori si ghas kha lo

Posted on 3/20/2005 1:42:30 AM

kya khanay ki batain ho rahi hain...


Posted on 3/20/2005 9:06:35 PM

King of jb:


us nbay ki thee lakin tum nay suni nahi tumhay sunai he nahi dayta to wo beechara kiya kerta



mujhe kuch kerne ki zaroorat nahi hey...

wese bhi unhain achi batain sunai nahi detien...


Posted on 3/20/2005 9:08:53 PM

stariz:
kash_beauty:
stariz:
tum na aj tak koi kaam kia ho toa na
hmm


haan abb yeh bhi hai

hum farigh rehnay mein buzi hotay hein
issliye time nahin milta koi kaam karnay ka



haan ya bhe bohat bara kaam ha
kuch logo ko hi naseb hota hai




Posted on 3/20/2005 9:11:10 PM

stariz:
haan ya bhe bohat bara kaam ha
kuch logo ko hi naseb hota hai


bas..

Posted on 3/20/2005 10:43:08 PM

stariz:

wo baat toa thek ha lekin fir bhe foul tu hoa na
kia yaar kashii kia hogaya hai?
jao thori si ghas kha lo


tou foul tou her jaga hota hai

kaha na..expire ho gai hon

mood nahin hai
app kha lien ja kar    

Posted on 3/20/2005 10:44:17 PM

Doctor Sam:
kya khanay ki batain ho rahi hain...



pizza

khana hai kia app ko

Posted on 3/20/2005 10:45:20 PM

King of jb:
tum nay kha li hay kia


kyun RIZ ko ghaas kehlwa kar dusron ko ghaas say nafrat karwa rahein hein MG

Posted on 3/20/2005 10:46:16 PM

aahaaaaa

hamary intro topic k 100 pages


Posted on 3/20/2005 10:48:55 PM

A'haaaaa

tum ko mubarak ho kashiiii :)

first 100 pages ki

then

10,000 post kiii advanced ma
keep it up
u doing very well

Posted on 3/20/2005 11:25:22 PM

CONGRATS KASH_BEAUTY

Posted on 3/20/2005 11:28:54 PM