Logo

Wherezzzz DS Memberzzzz?

yahan to dost dost ka nahii haii

Posted on 3/1/2005 2:15:39 PM

King of jb:
esay sunai nahi dayta


sun-nay ka tyme he nahin hai

abhi tou hum sanjubaba ko saaki ko bulatay heu sun rahay hein

Posted on 3/1/2005 11:40:50 PM

NAHI WIDE BALL HAI

Posted on 3/3/2005 2:01:05 PM

neend a rahiii haiii
King of jb:
kesi ko nahi bakshna hum nay

Posted on 3/3/2005 2:13:04 PM

hamesha ki neend sula detay hein

Posted on 3/3/2005 9:31:57 PM

AAP KO

Posted on 3/4/2005 9:40:32 AM

app ko

Posted on 3/4/2005 1:52:17 PM

kash_beauty:
app ko


NAHI AAP KO BAS AUR AAP KO

Posted on 3/6/2005 1:28:30 PM

per baat kia hai

Posted on 3/6/2005 1:28:55 PM

NAHI BAS HUM JEETAAIN GAI >> AUR KOI NAHI ...

Posted on 3/6/2005 4:41:43 PM

hamary hotay hue!!
app nahin jeet saktay

Posted on 3/6/2005 5:54:57 PM

rajay ki tara khush fehmi
kash_beauty:
hamary hotay hue!!
app nahin jeet saktay

Posted on 3/7/2005 12:48:16 PM

no prob kub jana haii up bata dayna
kash_beauty:
hamesha ki neend sula detay hein

Posted on 3/7/2005 12:48:18 PM

dance
King of jb:
tay asi ki keriya

Posted on 3/7/2005 12:48:29 PM

khush fehmi ho ya ghalt fehmi!!
kuch na honay say tou behter hai na

app ko behjna hai up

Posted on 3/7/2005 12:50:16 PM

kuch to haii na
and mujy behjnain say phlay kud bi tayar rahna
hum marain gy to sub ko sath lay ker maraibn gy
kash_beauty:
khush fehmi ho ya ghalt fehmi!!
kuch na honay say tou behter hai na

app ko behjna hai up

Posted on 3/7/2005 12:54:44 PM

yay chinto itna koyoo yaad a rah ahaii
JB Ki Rani:
Chintoo Kudh Kushi Karne Ka Soch Kar Railway Station Chala Gaya Aur Waha Per Kuch Chicken Aur Juice Wagera Le Kar Beth Gaya .. Itne Mein Kisi Sahib Ne Poocha … Kyoon Bhai “ Ye Sab Kya Hai “ ..
Chintoo : Arey Yaar Saali Train Bohat Late Aati Hai .. Mein Ne Socha Kahi Bhook Se Na Mar

Posted on 3/7/2005 1:10:25 PM


Posted on 3/8/2005 9:27:49 AM

Nope

Posted on 3/9/2005 12:49:57 PM

heart__hacker:
kuch to haii na
and mujy behjnain say phlay kud bi tayar rahna
hum marain gy to sub ko sath lay ker maraibn gy


nahin!!
hum sab ko behj kar he aram say bethein gay

Posted on 3/10/2005 12:23:03 PM

SABZ PARI:
Apni Zouja kay Taruf main kaha aik shaks nay
Dil say in ka mutarf hoon main zabani hi sahi
Chaye bhi achi banati hayn meri begam magar
Moo bananay main to in ka koi saani hi nahi

Jab say Aienak lagi nazroon wali
Zehar lagnay lagi hay ghar wali

Hay mezbaani ka ye takaza, kay aaye mehmaan to muskura do
Magar tabiyat ye chahti hay galay milo or gala daba do

Agar gussa hi karna hay to gussa is kadar karlo
Tumhara moon jidhar hay peeth bhi apni udhar karlo


nice

per rani...gussa karna zarori hai kia

Posted on 3/10/2005 12:23:59 PM

sub yay hi kahty hain phir ja nain kay baad main hi lay nain bii ayoon ga
kash_beauty:
heart__hacker:
kuch to haii na
and mujy behjnain say phlay kud bi tayar rahna
hum marain gy to sub ko sath lay ker maraibn gy


nahin!!
hum sab ko behj kar he aram say bethein gay

Posted on 3/10/2005 12:26:25 PM

tou kehtay rahein sab
hamay kia

Posted on 3/10/2005 1:45:41 PM

YAHAN KIA HO RAHA HAI

Posted on 3/11/2005 8:18:18 AM





EID too annay doo.......





Posted on 3/11/2005 3:52:51 PM

JB KA RAJA:
YAHAN KIA HO RAHA HAI

wohi jo nazar aa raha hai

Posted on 3/11/2005 6:44:42 PM

isii leay kahta hoon hum marai gy to kasii ko sath lay ker marain gy
kash_beauty:
tou kehtay rahein sab
hamay kia

Posted on 3/11/2005 7:22:21 PM

chat
JB KA RAJA:
YAHAN KIA HO RAHA HAI

Posted on 3/11/2005 7:22:22 PM

lazmi nahii dakhoo aur kasii ki bi sath hi ho gi
King of jb:
tumhari qurbani hony wali hay

Posted on 3/11/2005 7:22:36 PM

koyoo app ka bi program haii qurban ho nain ka
Queen of jb:




EID too annay doo.......





Posted on 3/11/2005 7:22:37 PM