Logo

Dil Tootanay tay....

Zindagi mein kuch raha bhi nahin aur marne ka hosla bhi nahin hai
dil chahta hai tujhe bhool jaoon..... magar yeh dil ka faisla bhi nahin hai

Posted on 2/12/2005 11:30:11 PM

nice anjali n sunny

wafakadard:
Woh ay topic main hamray Kuda ki Kudrat hain,
kabhi hum un ko, kabhi hum apnay topic ko dekhtay hain


WeL CoMe BaCk PAKI_FAN



kiya yaar tum bhi na
aur itney din na aney ki wajah yeh hai keh mein yahan jb per aya hi nahin studies ki waja se khair
thanks janab

Posted on 2/13/2005 3:14:44 AM


"Jab koi bulata hai,phir yad dilata hai
Kash tum ne hum ko samjha hota
Hum to miti kay banay hain per dil bhi rakhtain hain
Kash tum ne is dil ko samjha hota
Faslay barhanay se hi barhtain hain
Khod ko paraya kehnay se hi dekhtain hain
Hum ne hamesha man rakha tumhara
Per tum ko hamesha shikayat rahi hum se
Hum ne chaha k sahara banain tumhara
Per tum ne hunain kabhi is kabil hi na samjha
Tumhari sooch ne bohat diyay
Tumharay her lafz ne zakham pe zakham diyay
Koi aur kehta to hum man letay
Tum ne arman de k lay liyay........
Per tum ne humain kabhi samjha hi na ....


Posted on 2/13/2005 3:29:08 AM


Tery Milan Ki Khushi Aur Tery Judai Ka Gham....
Mary Naseeb Main Likha Gaya Azaal main tha....
Badaal Badaal Kay Jisy Lafz Piyar Karty Rahy....
Mary Hayaat Ka Gulshan Ussi Kanwal Main Tha....
Woh Jis Ki Daad Zamany Say Main Nay Paai Thi...
Tray Firaq Ka Sub Dard Us Ghazal Main Tha...
Kary Jo Dard Ki Baat koi Lagta Hai...
Kay Jasy Waqeya Yea Tu Hamary Kaal Main THa...

Posted on 2/13/2005 3:33:50 AM

paki_fan:
nice anjali n sunny

wafakadard:
Woh ay topic main hamray Kuda ki Kudrat hain,
kabhi hum un ko, kabhi hum apnay topic ko dekhtay hain


WeL CoMe BaCk PAKI_FAN



kiya yaar tum bhi na
aur itney din na aney ki wajah yeh hai keh mein yahan jb per aya hi nahin studies ki waja se khair
thanks janab

oh acha ji Study kaysi kii EXAM hoo gay????

Posted on 2/13/2005 3:34:28 AM


Posted on 2/13/2005 3:34:47 AM

Guys New Diya Mirza Pic dekhi
to Soocha kyon na yeh sher is par likhaa jay

Posted on 2/13/2005 3:35:05 AM


Posted on 2/13/2005 3:55:12 AM


Posted on 2/13/2005 4:55:34 AM

Khoon jab apnay seenay say tapkata hai to hansi nhi ansoo nikaltay hain
DOst ki LASH Dost ke Haathoon say theekanay lagay to dosti ka haq ada hota hai

Posted on 2/13/2005 4:58:23 AM

wafakadard:
paki_fan:
nice anjali n sunny

wafakadard:
Woh ay topic main hamray Kuda ki Kudrat hain,
kabhi hum un ko, kabhi hum apnay topic ko dekhtay hain


WeL CoMe BaCk PAKI_FAN



kiya yaar tum bhi na
aur itney din na aney ki wajah yeh hai keh mein yahan jb per aya hi nahin studies ki waja se khair
thanks janab

oh acha ji Study kaysi kii EXAM hoo gay????

exams ki nahin, per kafi kaam tha





hmm nice pic of diya... i think she's ur fav.. isn't she?

n nice shairs

Posted on 2/13/2005 5:06:56 AM

Mohabbat ki shamma jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.

Posted on 2/13/2005 5:07:42 AM

paki_fan:
Mohabbat ki shamma jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.

Wow!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! nice

Posted on 2/13/2005 5:29:58 AM

paki_fan:
wafakadard:
paki_fan:
nice anjali n sunny

wafakadard:
Woh ay topic main hamray Kuda ki Kudrat hain,
kabhi hum un ko, kabhi hum apnay topic ko dekhtay hain


WeL CoMe BaCk PAKI_FAN



kiya yaar tum bhi na
aur itney din na aney ki wajah yeh hai keh mein yahan jb per aya hi nahin studies ki waja se khair
thanks janab

oh acha ji Study kaysi kii EXAM hoo gay????

exams ki nahin, per kafi kaam tha





hmm nice pic of diya... i think she's ur fav.. isn't she?

n nice shairs

Haan yar WOhi to hai ik jis ki like kartay hain

Posted on 2/13/2005 5:30:28 AM

paki_fan:
Mohabbat ki shamma jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.

Mohabbat ki Sahmaa dil main jalaoon kaysay
tum ho bewafa tum ko yeh bataoon kaysay?????
woh porani batin thi jab dil sontay thay
Pather ab samjh jatay hain Dil ko samjaoon kaysay???

Paki Yeh mera apna hai

Posted on 2/13/2005 5:33:01 AM

Hein Chaand Tu Is Tarah Itrakar Na Dekh,
Humne Bhi Kayee Chand Dekhen Hein,
Tummhe To Daag Hein,
Humne To BeDaag Dekhen Hein

Posted on 2/13/2005 11:41:14 AM

wafakadard:
Hein Chaand Tu Is Tarah Itrakar Na Dekh,
Humne Bhi Kayee Chand Dekhen Hein,
Tummhe To Daag Hein,
Humne To BeDaag Dekhen Hein


koi chand bhi to bedagh nahin hota
koi pyar men yun barbad nahin hota

jaise tumne humain barbad kiya hai
koi ishq men yun zarzar nahin rota

tumne bhula diya apna wada pyar ka
koi ishq men yun pehchan nahin khota


Posted on 2/13/2005 9:16:45 PM

tu qatil tera chehra qatil
tere chehre pe ye kala til qatil
kabhi galti se bhi aina na dekh lena
kahi maar na dale qatil ko qatil..!

Posted on 2/13/2005 9:19:53 PM

mera deewana mughey qatil kehta hai
mera afsaana mughey khazib kehta hai

na samagh paon men kahan se qatil hon
kurbani pyar ki di phir zalim kehta hai

Posted on 2/13/2005 9:23:11 PM


Posted on 2/14/2005 12:03:11 AM

kiran:
mera deewana mughey qatil kehta hai
mera afsaana mughey khazib kehta hai

na samagh paon men kahan se qatil hon
kurbani pyar ki di phir zalim kehta hai

WOWOWOWOOWWWWW
ap ki bat he aur hai YOU ARE THE BEST

Posted on 2/14/2005 12:17:59 AM

kiran:
mera deewana mughey qatil kehta hai
mera afsaana mughey khazib kehta hai

na samagh paon men kahan se qatil hon
kurbani pyar ki di phir zalim kehta hai


Mere jineke liyetera aramaan hi kafi hai .
Dil ke kalam se likhi ye dastaan hi kafi hai.
Tir-e-talwaar ki tujhe kya zaroorate-nazneen,
Qatil karne ke liye teri muskaan hai kafi hai

Posted on 2/14/2005 12:18:21 AM

hmmmmmmmmmmmm gud

Posted on 2/14/2005 12:27:32 AM

cutefriend:
hmmmmmmmmmmmm gud

hhhhhhhhhhhhhmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm sukria

Posted on 2/14/2005 5:05:00 AM

Her kisi say zyada, bus khuda say kum
Hamain itni muhabbat hai tumsay sanam
Ab chaahay parain ishq main jitnay sitam
tumhain paana hai chaahay jitnay ho gum
Labon nay na bola per is jahan ki kasam
Agar hota jayaz, pujtay tum ko hum

Posted on 2/14/2005 5:05:29 AM


Posted on 2/14/2005 5:05:41 AM

kiran:
mera deewana mughey qatil kehta hai
mera afsaana mughey khazib kehta hai

na samagh paon men kahan se qatil hon
kurbani pyar ki di phir zalim kehta hai


thats really nice kiran

Posted on 2/14/2005 5:07:31 AM

KHUDA KARAY TU NAIK SEERAT HO
TARIY TARHA TARA DILL BHI KHOOBSORAT HO
HAR DOWA SAY PHALAY MILAY TUJ KO JO TU CHAY
KAY DOWA KO KHUD TARAY HATOON KI ZARORAT HO

Posted on 2/14/2005 5:09:18 AM

nice sunny and paki

Posted on 2/14/2005 5:15:00 AM

Dard ke saaz ko chhoo kar dekho
Geet khushiyoN ka khanakta hoga
Pyaar tum par bhi lutaane ke liye
Koii "tanha" kahiiN baitha hoga

Posted on 2/14/2005 5:31:36 AM