qadam qadam Pe waqt ka ataab deKhte hoye
guzargaye hai zindagi azab dekhte hoye
kahen ghamon ka tazkara kahen dukhon ki dastaan
mien rodiya Hayat ki kitab dekhte hoye....
Thak gayi hai ye aankhen unka rasta takte takte,
Ab toh maut hi inko sukoon o aaram dilayegi,
Wo sitamgar jahan bhi ho usko duniawalo kehna,
Hame toh kabr mein bhi unki bahut yad aayegi....
kiya aisay kum sukhan se koi guftugu kare
jo mustaqil sukoot se dil ko lahoo kare
ab to humein bhi tark-e-marasin ka ghum nahin
per dil ye chahta hai ke agaaz tu kare
Koon kayta hai ke sub ko GUM nhi hain
haan yeh kahoo ke sub ki ankhin num nhi hain
Tanhaiii main chupkee say ROOO laytay hain
Gum ka Zaher pee pee ke jee laytay hain ( ALtaf Raja)
unhe to fursat nahi milne ki humse,
aur humara waqt guzarta hain unki fariyaad karke
agar aae wo meri maut par to,
keh dena abhi soe hain tumhe YAAD karke
Thak gayi hai ye aankhen unka rasta takte takte,
Ab toh maut hi inko sukoon o aaram dilayegi,
Wo sitamgar jahan bhi ho usko duniawalo kehna,
Hame toh kabr mein bhi unki bahut yad aayegi....
laakh doori ho magar eahad(wahda)nibhatay rehna
Jab bhi barish ho mera soog manatay rehna
Tum gay ho to sar-e-shaam yeh aadat thehri
Bas kinaray pe kharay haath hilatay rehna
saza humko mili unse dil lagane ki
kehte hain log ghum ishq ka doosra pehlu hai
nadan hai woh mohabbat ka nahi kismat ka hai kasoor
pal bhar ki hai khushi aur dher saaare aansu hain
haseenaon ke peeche deewane chale aate hain
shama ke peeche parwane chale aate
tum hi chale aana mere janaze ke peeche
usme apne toh kya begane bhi chale aate hain
iss gum-e-dil ko sambhalne ki koshish toe kar..
us bewafa ko bhulne ki koshish toe kar..
fir se gum-e-dil ko khushi mein laane ki koshish toe kar..
apni dhadkan ko dubara se dhadkaane ki koshish toe kar..