Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe
Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein
Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye
Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye
Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai
Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai
Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai
Pehle Hasathi Hai... Phir Bada Rulaati Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho
Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho
Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena
Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena
Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai
Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai
Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum
Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein
Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein
Taareeqein Na Bhoolayein
First March Ko Nazar Milaayee
Chaar April Ko Main Milne Aayee
Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha
Che June Mujhe Kuch Hua Tha
Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein
Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein
Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai
Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai
Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai
Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
A certain kind of beauty appears and reappears, sometimes vaguely, sometimes strikingly reincarnated from avatar to avatar.
its no khaufsorrat its kinda beautiful..lolz