ik din meri girl friend nay mujh ko latar likha
Sunny main ab aur realtionship nhi rakhna cahti
mujh ko gushah aya main nay jowab diya khat ka
ke acha meri photo mujh ko wapis dooo
to 10 din bad jowab aya
aur 25 photo bhi
us nay kaha SORRY jaan
mujh ko nhi pata ke in main tum kon say hoo
to apni photo nikal kar baki mujh ko wapis send kar daynaa