Logo

Lagay dumm Mitay ghumm

zeher doosaron ko khilanay ki cheez hai sall dear khud khanay ki nahin

Posted on 3/15/2005 10:55:46 AM

Bazigaar:


WOW NICE SMILE

Posted on 3/15/2005 1:13:53 PM

QUEEN VICTORIA:
zeher doosaron ko khilanay ki cheez hai sall dear khud khanay ki nahin



QUEENY PER TRY KARTAY HAIN

Posted on 3/15/2005 1:16:47 PM

mashvara queenu ka hai
to try aap pe adiii



pakro iss fasadi ko

Posted on 3/15/2005 1:57:44 PM

wo to hae

Posted on 3/16/2005 6:41:18 AM

SALL:
mashvara queenu ka hai
to try aap pe adiii



pakro iss fasadi ko


OYEEEEEEEE

BACHAO BACHAO

KOI PAKAR K TO DIKHAY


Posted on 3/16/2005 1:45:06 PM

Bazigaar:
wo to hae



OYEE KIA HAI WO

Posted on 3/16/2005 1:45:57 PM

NENO TAME

Posted on 3/16/2005 1:46:33 PM

her waqt

Posted on 3/16/2005 2:54:30 PM

JB KA RAJA:
QUEEN VICTORIA:
zeher doosaron ko khilanay ki cheez hai sall dear khud khanay ki nahin



QUEENY PER TRY KARTAY HAIN
mujhay try karnay ki zaroorat hi nahin seedha seedha tum ko khilaon gi kisi din

Posted on 3/16/2005 2:56:52 PM

QUEEN VICTORIA:
her waqt



kia karain ...fiker na faka aish kar kaka

Posted on 3/16/2005 7:51:57 PM

QUEEN VICTORIA:
JB KA RAJA:
QUEEN VICTORIA:
zeher doosaron ko khilanay ki cheez hai sall dear khud khanay ki nahin



QUEENY PER TRY KARTAY HAIN
mujhay try karnay ki zaroorat hi nahin seedha seedha tum ko khilaon gi kisi din



kiaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Posted on 3/16/2005 7:53:10 PM

yeh itnaa mu khole bager baat nahi ho sakti kya


Posted on 3/17/2005 12:21:39 PM

oos nay zehar khanay k liye khola hai moun

Posted on 3/17/2005 4:13:23 PM

JAISAY MARZI KAHOON MERA MOOOOOOOOOOOOOOOUNH HAI MOTOOOOOOOOOOOOO JI



Posted on 3/17/2005 4:47:10 PM

hehehehehhehehehehee...

nahi nahiii,,
usss ne sab ko darane k liye mu khola tha
par sab dare nahi behosh ho gae

Posted on 3/18/2005 1:27:17 AM

yaar raja Aysha ko dekh kar main tunn ho jata hoon

Posted on 3/18/2005 11:48:24 AM

kon Aysha

Posted on 3/18/2005 1:54:24 PM

jo raja kay sig main hay

Posted on 3/18/2005 6:45:42 PM

achha woh churail

Posted on 3/19/2005 11:57:44 AM

kis ne us ko churail kaha maar maar kar us ka yeh haal kardoon ga

Posted on 3/21/2005 10:48:38 AM

main nay kahaa hai ab bolo

Posted on 3/21/2005 12:16:06 PM

raja yar aysha ki pic to laga lo wapis

queen ji kuch kahian gay to phir aap kehtee hain hay baccha kaisy kaisay batain karta hay

Posted on 3/25/2005 9:24:23 AM



teeen dabba,, larkiyan na taro
ache bache ban k betho

Posted on 3/25/2005 11:18:27 PM

tt main nay bh bacha samajh hi k aap ko kuch nahin kaha

Posted on 3/26/2005 3:19:24 PM

SALL motoo main tum ko tarr nahin sakta kyun kay tum larkee nahin auntee ho


aur QV aap ka to main bahut ehtram karta hoon ab kia karain mainne kabhi garoor to kia nahin

Posted on 3/28/2005 2:11:31 PM

shukran

Posted on 3/28/2005 3:13:35 PM

bas kabhi garoor nahin kia

Posted on 3/28/2005 3:28:54 PM

TeenTracker:
SALL motoo main tum ko tarr nahin sakta kyun kay tum larkee nahin auntee ho

aur QV aap ka to main bahut ehtram karta hoon ab kia karain mainne kabhi garoor to kia nahin


bisti hone ka khadsha ho to sab aunties aur bajeez hi nazar aati hein

Posted on 3/28/2005 4:01:49 PM

shukran.......











habibi

Posted on 3/29/2005 11:33:53 PM