Logo

~Salam , Salam and again Salam~

Aik baat abhi tak yahaan kisi nay bhi note nahi ki, main nay is topic main 3 baar salaam kia tha "~Salam, Salam and again Salam~" aur 4th time apnay pehlay message main bhi, laikin yahaan kisi ko (except kArObi_sA) aik martaba bhi salaam ka jawab dene ki taufeek nahi hui. main nay itni baar salam hi isi liye kia tha kay mujhay pata tha yahaan salam karnay ya jawab denay ka koi riwaj nahi hai, kyun join karnay say pehlay main kafi post parhay hain yahaan main nay, laikin phir bhi koi fark nahi para.

waisay aik baat koi bata sakta hai, kia salaam welcome nahi hai? yeh welcome karnay ka infact sahi tareeka hai, it not just means "welcome" only, it means a lot more than that, so why not we should say salaam instead of "welcome". agar welcome kehna hi zaroori tu is kay baad bhi tu salaam kia ja sakta hai. i hope you will think over it.

Posted on 2/10/2005 6:39:19 PM

walaikumsalaam,

salaam ka jawaab dene ka riwaaj hai.
dekhein.....

aur doosron ne aap se kaunsi burai kar li jo aap ka itna burra welcome hua?

Posted on 2/10/2005 6:41:44 PM

aap nay tu kehnay par salam ka jawab dya hai naa, karobi_sa nay sab say pehlay welcome kia tha, laikin salam ka jawab unhoon say bhi 2nd post main dya, ab aur batain aur kis nay dya jawab?

Posted on 2/10/2005 7:03:10 PM

aap ko baat buri lagay gi magar aap ko ye maloom hona chahiye ke ladki ke saath uske mahram ke baghair baay nahin karni chahiye aur fuzool bahas bhi nahin. rahi baat salam ke jawab ki to app ne apna farz ada kiya. baki allah dekhe ga. aapko ab aag to zaroor lagay gi magar sach hamesha kadwa hota hai

Posted on 2/10/2005 7:15:59 PM

aag tu aap ko lagi hai jo is kisam kay comments de rahay hain, waisay yahaan sabhi atay hain, guys and girls, agar mehram ka itna khyal hai sath le kar ain main nay mana nahi kya, kia aap bhi le kar ain hain??

Posted on 2/10/2005 7:30:30 PM

ZEE n DOT


STOP.

plzzz..

there r other interesting topics and ppl at JB

Posted on 2/10/2005 8:51:32 PM

dotmatrix N ZEESHANAHMED

app donu ko sirf ek advice day rahi hon k plzz..ek dusray per direct personal comments dena sahi nahin hai..


Posted on 2/10/2005 10:12:13 PM


Posted on 2/11/2005 2:51:05 AM

theek hai nahin dengey magar ye bhi apni hadh se bahir na jaayen. kash aap ne in ki bari mein yahi kaha that ke freedom of speech, har ko aik apne views dene ka haq hai mein ne bhi kehdiya, agar inhe takleef hai to doosri baar khayal rakhein. i wont do anything too

Posted on 2/11/2005 2:59:58 AM

Gussa.Net

Posted on 2/11/2005 3:02:19 AM

ZEESHANAHMED:
Assalam o Alaikum,

I said No More Welcomes Please.

Allah Hafiz.

hey sorry brother
i didn't know meint o studie smien busy tha esi liye yaan nahin a saka aya to bas seedha welcome ker diya i didn't know ke what u;ve said before
anyway yaar
as u wish..
tc be happy
ALLAH HAFIZ

Posted on 2/11/2005 8:08:00 AM

hmmmmm

Posted on 2/11/2005 8:40:33 AM

Thanks

Posted on 2/11/2005 12:08:38 PM

w \salam   w \salam   w \salam   w \salam   w \salam


w \salam   w \salam   w \salam   w \salam ...

Posted on 2/11/2005 3:22:03 PM

chalain Queen nay jawab tu dya salam King ko abhi yaad nahi aya

Posted on 2/11/2005 4:13:48 PM

dotmatrix:
theek hai nahin dengey magar ye bhi apni hadh se bahir na jaayen. kash aap ne in ki bari mein yahi kaha that ke freedom of speech, har ko aik apne views dene ka haq hai mein ne bhi kehdiya, agar inhe takleef hai to doosri baar khayal rakhein. i wont do anything too


app nay sahi say pardha nahin hum nay kia kaha tha..tab tak free views diye ja saktay hein jab tak agla banda osay handle karta hai..
likin agar osay bura lagta hai tou phir yeh issue ban jay ga!
hope u understand..!!

Posted on 2/11/2005 4:23:59 PM

ko0o0ol with me. no probs

Posted on 2/11/2005 4:26:53 PM

oki doki

Posted on 2/11/2005 4:37:16 PM

cheers mate

Posted on 2/11/2005 4:40:51 PM

As'Salamu'alaikum wr.wb.

aray Zeeshannnn tum bheeeeee/
nahi yani tum bheeee
mera matlab hai tum bheeeee
yaha per    .



Posted on 2/12/2005 10:56:40 PM

bas kashhh aur dormatrix sa bach kar rehna
bohat teez ja rahi hai

shukr hai Sall nahi hai
warna teen teen


Posted on 2/12/2005 10:58:02 PM

arey yaar welcome tu kar do waisay aap kay liye main koi new member tu nahi 4 din ho gae aap say batain kartay, laikin phir bhi formality hai.

Posted on 2/12/2005 11:03:14 PM

WEL KUM AGAIN

Posted on 2/13/2005 12:55:48 PM

aray Zeeshan bhai
kyaa baat hai
aj kal market sa short hai   


Posted on 2/13/2005 6:23:00 PM

Thanks King main ne tu 4 times salam kya, abhi tu aap ki taraf se 2 martaba jawab aya hai

Posted on 2/14/2005 12:35:58 AM


Posted on 2/17/2005 5:36:39 PM

zzzzzzzzzzzzzz

Posted on 2/18/2005 8:36:42 AM

zeeshan bhai fir sa market sa short ho app yaar

lagta hai naam change karna parega



short circuit

Posted on 2/18/2005 9:54:40 PM

hmmmmm

Posted on 2/19/2005 1:55:15 PM

paajiii tusee kithay gahay?

Posted on 2/19/2005 2:41:57 PM