Logo

Poetry Quizzzzz

hmmmmmm is ka answer
mussadas-e-hali
isnt it

Posted on 6/13/2005 5:19:04 PM

Doctor Sam:
Tum mere pas hotay ho goya
jab koi doosra nahi hota

kis ka sher hey...?




Momin khan Momin

Posted on 6/13/2005 8:36:08 PM

oupssss..
mera topiccccccccc


sam,, come back

yeh to déjàvu ne shai bata diya
ab next one me batau gi

Posted on 6/13/2005 10:13:40 PM

Aap apnay topic ko hi bhool gai hain

Posted on 6/14/2005 12:38:44 AM

bhooli nahi hu
par yahan koi answer karta hi nahi naaa



ab aap ya sam pucho naaaaaa
i ll answer

Posted on 6/15/2005 11:33:32 PM

Chall ham to atay hi nahin hain to..

hmm otay ham tly tartay hain

Posted on 6/18/2005 9:42:02 PM

Nisaar main teri galiyon peh ai watan, keh jahan
Chali hai rasm keh koi na sar utha keh chale
Jo koi chahane wala tawaaf ko nikale


Shair pura talain

na kar paey to ham poet ta name as hint batain gaey
                  

Posted on 6/18/2005 9:48:30 PM

haaaaaaannnnnnnnnnnn,,,
FAIZ

Nisaar main teri galiyon peh ai watan, keh jahan
Chali hai rasm keh koi na sar utha keh chale
Jo koi chahane wala tawaaf ko nikale
nazar chura k chale,, jism o jaan bacha k chale


Posted on 6/20/2005 10:47:22 PM

right

khekhe ab next ton pochay ga?

Posted on 6/21/2005 1:59:14 AM

raat yun dil mei teri, khoi hui yaad aaee
......


next 3 lines batao
with poet's name
(vvvvvvvvvvvvvvv easy)

Posted on 6/21/2005 9:46:01 AM

jese veeranay main chupkay se bahar aa jaye
jese ....
jese beemar ko bay wajha qaraar a jaye.

doosri line kuch theek yaad nahi a rahi

Faiz.


Posted on 6/21/2005 5:21:06 PM

yah to ham to bi




nahin ataa tha

next ?   

Posted on 6/21/2005 10:58:33 PM

Mohabbat ki tabiyyat main ye kese bachpana qudrat ne rakha hey...


next few lines and poet?

v v v v v easy...


Posted on 6/22/2005 9:28:25 AM

raat yun dil mei teri, khoi hui yaad aaee
jese veeranay main chupkay se bahar aa jaye
jaise sehra mei hole se chale bad e naseem
jese beemar ko bay wajha qaraar a jaye.

saaammmmmmm
kya na yarr,, isse kaise koi bhool sakta hai






""Mohabbat ki tabiyyat main ye kese bachpana qudrat ne rakha hey""
yeh me ne kahin parha to hai but noooo idea abt next line and poet

Posted on 6/22/2005 10:44:16 AM

I BOYCOTT THIS TOPIC - BCOZ THIS IS THE SAME WHICH I STARTED AS "GUESS THE MISRAH" AND NO BODY TOOK INTEREST IN THAT. THIS IS NOT FAIR

Posted on 6/22/2005 11:40:55 AM

Doctor Sam:
Mohabbat ki tabiyyat main ye kese bachpana qudrat ne rakha hey...


next few lines and poet?

v v v v v easy...



poet i thint amjad islam amjad but shair

Posted on 6/22/2005 6:08:53 PM

new_beau:
I BOYCOTT THIS TOPIC - BCOZ THIS IS THE SAME WHICH I STARTED AS "GUESS THE MISRAH" AND NO BODY TOOK INTEREST IN THAT. THIS IS NOT FAIR



yah kab ti baat hay? new topic or old?


Posted on 6/22/2005 6:10:35 PM

saammmmmm
batao bhi abbb



new_beau:
I BOYCOTT THIS TOPIC - BCOZ THIS IS THE SAME WHICH I STARTED AS "GUESS THE MISRAH" AND NO BODY TOOK INTEREST IN THAT. THIS IS NOT FAIR


naya bhai jiiiiiiiiiiiii,, kitni purani batein karte ho aap bhi

yeh kya baat hui

Posted on 6/22/2005 10:58:49 PM

new_beau:
I BOYCOTT THIS TOPIC - BCOZ THIS IS THE SAME WHICH I STARTED AS "GUESS THE MISRAH" AND NO BODY TOOK INTEREST IN THAT. THIS IS NOT FAIR


udaas hone ki baat nahi hey bhai,,
hota hey , aisa aksar hota hey.. khud mere sath kitni baar aisa hua k hum koi topic post kerain aor,...

sabar karo Bhai.. sabar..


Posted on 6/23/2005 3:17:00 PM

SALL:
saammmmmm
batao bhi abbb





sorry sorry...

hum ZARA late ho gaye..
Lo g..


MohaBBat ki tabiyyat main ye kesa bachpana qudrat ne rakha hey
k ye jitni purani jitni bhi mazboot ho jaye
isay taaed-e-taaza ki zaroorat phir bhi rehti hey
yaqeen ki aakhri hudd tak dilon main lehlahati ho
nigaahoN se tapakti ho,Lahoo main jagmagati ho
hazaaron tarah k dilkush haseen halay banati ho
Isay izhaar k lafzon Ki hajat phir bhi rehti hey

By Amjad Islam Amjad

Posted on 6/23/2005 3:19:52 PM

next kon pooch raha hey..


Posted on 6/23/2005 3:21:00 PM

yessss,, yehi
tabhi to me ne kaha na k parha hua hai



next me,, hmm..
jiss dhaj se koi maktal mei gaya, woh shaan salamat rehti hai
yeh jaan to aani jaani hai, iss jaan ki to koi baat nahi


poet + another sher of this poem

Posted on 6/24/2005 9:45:46 AM

pata nahi

Posted on 6/24/2005 1:00:51 PM

dimag pe zor do naaa

guthne pe nahi

Posted on 6/28/2005 12:21:46 AM

Chall,,, bhabi tahti hain ,maybe habeeb jalib toi hain un ta hay shair

agay nahin aata lolz

Posted on 6/28/2005 2:39:36 AM

bhabbiiiiii,,, yarrr
jalib nahi

Faiz,,
ab bhabi ki saza hai k issi poem ka aik aur sher bhi batana pare ga

Posted on 6/28/2005 11:01:34 PM





yah lain ham nay dhond liyay shair baltay puri ghazal lolzz



kab yaad mein teraa saath nahe kab haath mein teraa haath nahe
sad shukr ke apanii raaton mein ab hijr kii koii raat nahe


mushkil hain agar haalaat vahaan dil bech aayen jaan de aayen
dil vaalo kuuchaa-e-jaanaa mein kyaa aise bhii haalaat nahe


jis dhaj se koii maqtal mein gayaa vo shaan salaamat rahatii hai
ye jaan to aanii jaanii hai is jaan kii to koii baat nahe


maidaan-e-vafaa darbaar nahe yahan naam-o-nasab kii puuchh kahan
aashiq to kisii kaa naam nahe kuchh ishq kisii kii zaat nahe


gar baazii ishq kii baazii hai jo chaaho lagaa do Dar kaisaa
gar jiit gae to kyaa kahanaa haare bhii to baazii maat nahe


Posted on 6/29/2005 1:38:12 AM

baliiiccccchhhhhhhhhh

yeh hui na baattttt,, i love "maktal" wala sher
and also 'koocha e jana'
and 'ishq' one
zabardassttttttt hai

Posted on 6/30/2005 9:41:06 AM

Challlllllllll

ji bohat achi ghazal hay

last wala shair ham nay suna hoa tha, bati new hain hamaray liyay

next nahin pocha?

Posted on 7/1/2005 12:08:11 AM

wow GR8
........

Posted on 7/1/2005 12:19:01 AM