djeedja lotta:
hmmm buhat sakht tabiyyat ki khatoon nikli aap to. kattar, pakki teacher, haath me dandda.
kya maloom yeh jinn menn aur women ki baat ho rahi hai unheN bachpan me buhat maar parri ho, issi liye jawani me apni hjasrateN poori karte haiN. saza se pehle konsi muasharti burai theek hui hai jo abb ho jaayegi?
kuch examples bhi to diya kareN.
hehehhe,,, donno wot do u call kattar,,, par agar hakeekat ka samna karna kattar hona hai to yep I AM
point to b noted,,
u r rite aam taur pe koi na koi kami hi reh gai hoti hai bachpan mei tabhi log galt raste pe jaate hein,, yeh baat to me maanti hu, galti parents se kahin na kahin hoti hai aur bhgatna aulad balke poori dunya ko parta hai
hmm,,, yani k parents r not that great jitna hum kehte hein
par iss point of view se to sab gunah maaf hue na
i think prev life can only help to understand our actions and reactions,, but it not always justify them
par baat to phir wahin aa gai na jahan se start hui thi,, bachpan bohot kharab guzra kissi ka aur bare ho k panah dhoondi uss shaks ne prost mei,,
samajh liya, maana liya,, maaf bhi kar diya
par uss aurat ko kaun maaf kare ga jo shayad apni mamrzi se galt jaga pe paida bhi nahi hui ??
phir aap kaho ge k men/women mukabla shuru ho gaya
hmm,, saza wakai ilaj nahi hai,,,
hall bohot asaan hai,,, self controle, fear of Almighty, sirf khud ko burai karne se na rokna par burai k khilaf khare hona bhi,, HAQ ka saath dena chahe apne hi upper mushkil aati ho
par phir uss easy life, aur ayashi ka kya hoga jiss k bager hamari dunya adhoori hai