Logo

~*Kaash*~


Jab koi bulata hai,phir yad dilata hai
Kash tum ne hum ko samjha hota
Hum to miti kay banay hain per dil bhi rakhtain hain
Kash tum ne is dil ko samjha hota
Faslay barhanay se hi barhtain hain
Khod ko paraya kehnay se hi dekhtain hain
Hum ne hamesha man rakha tumhara
Per tum ko hamesha shikayat rahi hum se
Hum ne chaha k sahara banain tumhara
Per tum ne hunain kabhi is kabil hi na samjha
Tumhari sooch ne bohat diyay
Tumharay her lafz ne zakham pe zakham diyay
Koi aur kehta to hum man letay
Tum ne arman de k lay liyay........
Per tum ne humain kabhi samjha hi na .....

Posted on 2/19/2005 6:32:02 AM

Sad End
But its

Posted on 2/19/2005 6:48:20 PM

ItS ToO GoOd YaAr

PaKi YaAr bOhuT khOoB

Posted on 2/20/2005 1:54:33 AM

gud gud tooo gud

Posted on 2/20/2005 1:59:41 AM











Posted on 2/20/2005 2:04:16 AM

thanks everyone

Posted on 2/20/2005 4:58:59 AM

DiL Ki RaNi 2:








have read this one...
very nice

Posted on 2/20/2005 4:59:33 AM

Faslay barhanay se hi barhtain hain
Khod ko paraya kehnay se hi dekhtain hain
Hum ne hamesha man rakha tumhara
Per tum ko hamesha shikayat rahi hum se
Hum ne chaha k sahara banain tumhara
Per tum ne hunain kabhi is kabil hi na samjha



Posted on 2/20/2005 10:03:13 AM









Posted on 2/20/2005 4:46:44 PM


Posted on 2/21/2005 12:36:53 AM



Dar dar bhatakte hai arman ki tarha
Har koi milta hai anjaan ki tarha
Iss duniya se khushi ki aas kya rakhna
Yahan to gham bhi dete hai ehsaan ki tarha

Posted on 2/21/2005 12:38:24 AM

Very nice

Posted on 2/21/2005 9:43:57 PM

thanks

Posted on 2/22/2005 12:00:06 AM

u r welcome

Posted on 2/22/2005 8:00:34 AM


Posted on 2/22/2005 8:13:43 AM


Posted on 2/24/2005 11:33:56 PM

paki_fan:


Dar dar bhatakte hai arman ki tarha
Har koi milta hai anjaan ki tarha
Iss duniya se khushi ki aas kya rakhna
Yahan to gham bhi dete hai ehsaan ki tarha
Apna dard hum jane
koyi yeh dard na pechane
kisko sunaye wo kisssse
jo ho chuke hain ap purane

Posted on 2/24/2005 11:34:42 PM

Humse puchu pyaar keya hota hai
Kabhi dard to kabhi dawa hota hai

Posted on 2/24/2005 11:35:15 PM


Posted on 2/25/2005 1:35:03 AM

jab tera tasavvur chupke se mujhe choo jaae,
apni har saans se mujhko teri khushbu aae,
mashgala ab he mera chand ko takte rehna,
raat bhar chain namujhko kisi pehlu aae"

Posted on 2/25/2005 1:35:10 AM