Logo

ten dost

elam,dholat or izat tin dost thay ak din inkay becharney kay waqt aya

elam ney kaha,mujha daras gahoo mai talash kiya jasakta hai

dhulat boli, mujha badshahat ki mafil main talash kiya jasakta hai

asi bari aney per izat khamosh rahi elam or dhulat ney is say khamoshi ki waja pouchi to

izat ney thande aah bhartey howay kaha,main ak bar chali jao to dobara hasil nahi hoge

Posted on 3/2/2005 11:41:03 AM

ten ya teen

anywz!!...nice post!

Posted on 3/2/2005 12:29:38 PM

Hmmmzz.. Tion Nahin Hoti Dobala Hachil?
ALLAh chahain To Tuch Bi Namumtin Nahin Na

Posted on 3/2/2005 3:03:27 PM

thankoooooooooooooooo wasay ak baat kahein gay yeh holla kiya hai

Posted on 3/2/2005 7:20:42 PM

hmmm

izzat agar dolat ki waja say ho tu phir wapis aa sakti hai kyunkay dolat jo wapis aa sakti hai.

izzat agar ilm ki waja say ho tu us ka jana mushkil hota hai, jab tak ilm na chala jey.

izzat agar character ki waja say ho tu phir wapis ana mushkil hota hai, kyun log phir aitabar nahi kartay.

Posted on 3/2/2005 8:06:08 PM

izzat to aani jani cheez hai
paisa banao,,,,
baare bare foreigne priv schools mei ilm hasil karo,, aur phir aur paisa banao

phir izzat hi izzat hogi

Posted on 3/2/2005 10:58:26 PM

very Nice masoom Bhai...

Posted on 3/3/2005 1:05:56 AM

COoOl

Posted on 3/3/2005 1:15:25 AM


Posted on 3/4/2005 2:03:00 AM