Aay Abba Jaan! beshak main, beshak main aya, meray paas ilm jo nahi aaya teray paas tu peechay chal meray main raasta deekhaoon tujhay seedha raasta.. (Surat Maryam - ayat 43)
O my father! to me have come knowledge which have not reached u, so follow me, I will guide u to the way that is even n straight.
Mera question ye hai kay is basis par hum apnay parents ya apnay elders ko seekha saktay hein kuch?
coz kisi baray ko kuch kahoo tu agay say sunnay ko millte hai kay hamain ziada pata hai hum nay ziada zindagi deekhee hai ..![]()
rite Sall isee liay tu hum dertay hein kuch bolnay say .... kaheen koi naraz he na hoo jai..
![]()
aur rahee baat fahad ki tu Alhumduillah majority kay parents muslims he hotay hein laiken hum muslims hoo ker bhee bht say ghalat kaam , boht say ghalat tradtions tu apna laitay hein un ko roknay ki baat ker rahee thee .. coz Quran main aur Hadit main boht ziada parents ka khayal un ki baat mannay par zooor hai .. tu hum dertay hein kaheen koi naraz he na hoo jai ..![]()

thats becoz hum bybirth muslims hain ... we dont really know wats the real value of being muslim..... i have seen the ones who changed their religion r very better than us... well ....