aurton ki masjid
i heard india mei bhi aik bani hai,,, last yr shayd
hmmmmm,,,, iss ki koi zaroorat nahi hai mera khyal coz aurat ko ba-jamaat namaaz farz nahi hai,,
par iss mei koi khaas burai bhi nahi,, coz jahan tak meri knowledge hai islam mei aurton ki masjid bakaida taur pe mana bhi nahi hai,, (i may b wrong)
waise it cld b a place for gathering (gatherin ka matlab zahir hai fazool chit chat aur party wagera nahi)
but non muslim mulk mei mazhab ki knowledge rakhna kafi muskil hai,, agar iss masjid ka maksad aurton ko mazhab k nazdeek karna aur inform karna hai to,, y not
par if it s just another way to impose urself in a wrong manner,,, to kya keh sakte hein
how can we judge an act without knowing the reasons and intentions
Posted on 3/25/2005 3:02:41 PM