Logo

+ Sinner +

we feel worse about being caught than about doing wrong

Y ?

Posted on 3/25/2005 5:57:54 PM

natural

Posted on 3/25/2005 10:45:12 PM

i don't...cuz when i do something...even if it;s wrong, and if i still do it, i do it ready to be facing the consequences

Posted on 3/26/2005 3:24:20 AM

its harder knowing that someone else knows of your wrong doings than urself, because no one is ready to judge themselves but can judge someone else, so they are worried about being judged. (does that make any sense? )

Posted on 3/27/2005 3:48:16 AM

judgement,,, hmmm
wot abt the judgement of GOD

Posted on 3/27/2005 2:55:08 PM

kuch ghalat kaam achanak he hoo jatay hein na .. .. tu phir kaheen pakray na jain der lagta hai na..

Posted on 3/27/2005 9:52:12 PM

SALL:

judgement,,, hmmm
wot abt the judgement of GOD

ok ok u gt me.
lol, probably because they are not aware of what will bestow upon them on the day of judgement

Posted on 3/28/2005 1:46:37 AM

i tink someone is one step ahead of their mistakes

Posted on 3/28/2005 10:08:53 AM

SohniKuddi:
ok ok u gt me.
lol, probably because they are not aware of what will bestow upon them on the day of judgement

"aware" or "awarenessss"

ignorance is a sin,, kaun samjhe

Posted on 4/1/2005 4:23:08 PM

shahrukh khan:
baat yehi hui HUM ALLAH SE NAHI DARTE

darte hein,,
par Allah se zyada hum logon se darte hein
shhhhh,,,
par batane ka nahi

Posted on 4/1/2005 4:23:56 PM

scan karne lagi thi,, but there r few ppl who cant read urdu

""""basra ka aik raees aik roz apne baag mei gaya, uss ki nazar apne kashtkar ki biwi pe pari,,, kashtkar ko uss ne kissi kaam se bahir bhej diya aur aurat se kaha 'darwaze band kar do'
aurat ne kaha 'me ne saare darwaze band kar diye hein par aik darwaza band nahi kar saki'
raees ne pucha 'konsa darwaza'
aurat ne jawab diya 'woh darwaza jo hamare aur Allah k darmiyan hai'
cant simplify it more""""

Posted on 4/1/2005 4:28:47 PM

TEEK KAHA....LOG ALLAH SE NAHIN DARTE MAGAR INSANON KI BATON SE DARTE HAIN. HAMMIEN CHAHIYE KE ALLAH SE DARREIN AUR ALLAH SE MAAFI MANGE.

Posted on 4/2/2005 2:01:36 AM

shahrukh khan:
friend_16:
kuch ghalat kaam achanak he hoo jatay hein na .. .. tu phir kaheen pakray na jain der lagta hai na..

ACHANAK

like ... kisi nay aik dam say kuch pooch lia .. n i dont feel like tellin .. tu phir achanak say koi bahana banana per jata hai na .. tu jhoot ho gia na..

Posted on 4/3/2005 11:54:10 AM

aik waja ye bhee hai kay burayee main boht temptation hoti hai ... "chaloo ker kay tu deekhein wht happens".. esp. this happens in teens .. jahaan saab kuch experience kernay ko dil kerta hai .. tu phir saab kuch main kuch ghalat batein bhee shamil hoo jate hein aur jaab hum ker laitay hein tu phir us kay anjaaaaaaaaaam say der lagta hai...

Posted on 4/3/2005 11:57:41 AM

SALL:
we feel worse about being caught than about doing wrong

Y ?

Hmm waichay to chab nay itna tuch tah hi diya hay but ham bi tuch tah hi daitay hain

Hmmmm...

bcoz....jis nay ham to ghalat taam taltay hoay pakhrha hay tahin aul chab to na bata day and

...and hamali jo *nice* image logon ti nazar main hay wo thalab na ho daey   

and ichi liyay maybe jaan bojh tal tiyay danay walay taam to aap chupana bi chahtay ho

And jo ghalti chay As friend said achanak ho daey usto to aap baad main theet mokka milnay pal clear tal sat.tay ho and ALLAH se maafi bi maangi ja sat.ti hay

BAAZI ghalat taam talnay tay baad uch to chupana better hota hay coz tab aap to yah to pata hota hay tay yah ghalat tha and
aap ko andhar hi andhar sharmindagi bi hoti hay na kay aap ghalat kaam bi karo and sharminda bi na ho

Posted on 4/5/2005 9:03:02 PM

SALL:
shahrukh khan:
baat yehi hui HUM ALLAH SE NAHI DARTE

darte hein,,
par Allah se zyada hum logon se darte hein
shhhhh,,,
par batane ka nahi

yup right chall

Main nahin darti logon se AB

ghalat taam ho daey to ALLAH se hi tahti hon tay mujhe maaf talen and aul aichay taam talnay chay baaz lathain

Posted on 4/5/2005 9:11:13 PM

there isn't much left for me to say anything.

BTW, we dislike embarrassment. We may
SALL:
we feel worse about being caught than about doing wrong

Y ?

BTW, we dislike embarrassment. We may feel bad after having done wrong but the embarrassment of being caught of wrong doing is like adding insult to injury.

Feeling of guilt and shame topped with embarrassment can be overwhelming that's why we hate getting caught of wrong doing.

Hope in the Mercy, after being caught by Allah, is much greater than with the people. We hope for pardon and seek forgiveness from Allah because He's oft forgiving. While we fear punishment and embarrassment at the hands of people.

Fearing God, Allah, who's unseen, who's punishment and rewards are unseen, gaurantees safegaurd against fear, embarrassment, punishment...here and hereafter -- that is the essence of believe.

Posted on 4/5/2005 10:08:38 PM

i agree

Posted on 4/5/2005 10:12:24 PM

YAH MAN

Posted on 4/6/2005 11:29:34 PM

siraf ana ko thais lagti hai. egoisms is hurt. thats all.

yeh soch kar ke ab doosra hamare baare me bura sochega, dukh to hoga na. akhir nazuk nazuk se dil hai hamare, bibi jee.

Allah ki rehmat ke baare me aik sher arz hai:

"hamm ne to jahannum ki buhat ki tadbeer
lekin teri rehmat ne gawara na kiya"

to janab, Allah ki rehmat se mayoos nahi hona chahiye. insanon ka kya hai, aaj hain, kall nahi aur aaj bol rahe hain aur kall nahi. aaj range haathon pakarr rahe hain aur kall pakrre jaarahe hain.

iss liye djeedja lotta kehta hai ke kabhi bure kaamon se muft me baaz nahi ana chahiye, jaari rakhne chahiye. its human. giro, utho, phir giro, phir utho.

Posted on 4/11/2005 11:09:01 PM

djeedja lotta:

baki sab to theek hai,,
par yeh kya hai ??

kya humein Khuda ki rehmat ka aur apne insaan hone ka yakeen dilane liye gunah karte rehna chaiye ??
haaa,, that s a funny opinion,, jo k 99% logon ka hai par kaha sirf aap ne

Posted on 4/15/2005 1:13:41 PM

SALL:
kya humein Khuda ki rehmat ka aur apne insaan hone ka yakeen dilane liye gunah karte rehna chaiye ??

hhaha actually not. but abhi i am a newbie, so it will take some time to understand my real opinion written behind the words. it was just a mystic sentence, nothing more.

magar agar koi normal insan bina gunah kiye reh sakta hai to mujhe zaroor dikhayega. farishte gunah nahi kar sakte. nabi bhi gunah karte hain, magar unn ko Allah ne "masoom" qarar diya hai jaisay bachon ko.

Posted on 4/15/2005 4:03:28 PM

djeedja lotta:
magar agar koi normal insan bina gunah kiye reh sakta hai to mujhe zaroor dikhayega. farishte gunah nahi kar sakte. nabi bhi gunah karte hain, magar unn ko Allah ne "masoom" qarar diya hai jaisay bachon ko.

burai guanh karne mei nahi hai
baat yeh hai k gunah karne k baad aap kya karte ho....

paighambar ko iss liye masoom kaha gaya k woh gunah kar k sharminda hote the,, poori zindagi apni galtiyon ki maafi mangne mei guzar dete the,,,
aur logon ki bhalai k liye apni zindagi wakf kar dete the
hmmmmmmmmmm....
hum paighambron ki barabri nahi kar sakte,, par unn k batae raste pe to chal sakte hein na

Posted on 4/18/2005 9:26:28 PM

Prophets and messengers did not sin. Please do not say anything about anbia alaihimus salam on your own. Lets not exceed limits on such issues.

Sall, how did you conclude there lies no harm in sinning, there sure is: talking bad about someone, cursing at some one, stealing, deceiving, murder, rape... what's all this then? No matter what one feels after that, crime once committed is like a crack in the mirror you can't ever fix it.

Posted on 4/19/2005 2:51:29 AM