Logo

hi jbians

kash_beauty:
Doctor Sam:
g g
kash g hamain ye sharf bakhsh chuki hun..

Nice urdu..
agar aap ki samajh main aa jaye...



yeh tou hamara farz hai

samjh aa jati hai hamay
or likhni bhi aati hai

per hamari adat nahin hai k aisi urdu likhein k aglay banday ko dictionary saath lay kar bethna paray hamari postings ko pardhnay k liye


well said..


Posted on 4/1/2005 5:53:54 PM

nahin

Posted on 4/2/2005 9:45:45 AM

kaun kia hai


TT..app ko kyun current laga

Posted on 4/2/2005 11:27:21 AM

Mharaja Girl hay yeh sun kar current laga

Posted on 4/2/2005 11:31:58 AM

heinnnnnnnnnnnn
app patlu ki baat ka yaqeen kar rahay hein
os ki adat hai jhoot bolnay ki

Posted on 4/2/2005 11:34:22 AM

shukar hay bata diya

Posted on 4/2/2005 11:48:53 AM

yeh tou hamara farz hai
patlu k saray raaz faash karnay mein hum sab say agay hein

Posted on 4/2/2005 12:27:32 PM

aap her kaam main e sab se aagay hain G...


Posted on 4/2/2005 12:38:02 PM

kash_beauty:
heinnnnnnnnnnnn
app patlu ki baat ka yaqeen kar rahay hein
os ki adat hai jhoot bolnay ki



buri adatain...

Posted on 4/2/2005 12:40:02 PM

Doctor Sam:
aap her kaam main e sab se aagay hain G...


app nay hamari tareef ki

kuch tou panga hai

Posted on 4/2/2005 10:10:44 PM

na g..

hum ne aapki tareef dil se ki...
Dil say ray...



Posted on 4/2/2005 10:15:54 PM

app koi or jhoot bol detay
hamara naam lay kar jhoot bola lazmi tha kia

Posted on 4/3/2005 12:37:18 PM

kash_beauty:
app koi or jhoot bol detay
hamara naam lay kar jhoot bola lazmi tha kia


g nahi bilkul nahi...

hum ne jab jhoot bolna hoga, aapka naam liye baghair e bolain gay...

filhaal ye jhoot nahi hey... aagar aapko apni tareef ka yaqeen nahi a raha to,,,

hum kya ker saktay hain..

Posted on 4/3/2005 4:29:44 PM

King of jb:
jhoot per stump jo lagani thee na


aap ne zaroor bolna hota hey...

Posted on 4/3/2005 4:30:56 PM

bola kab MG nay
type kia hai jhooto

Posted on 4/4/2005 1:13:16 PM

King of jb:
jhoot per stump jo lagani thee na

phir tou RAJA ji ka naam use karna chahiye tha

Posted on 4/4/2005 1:14:14 PM

Doctor Sam:
g nahi bilkul nahi...

hum ne jab jhoot bolna hoga, aapka naam liye baghair e bolain gay...

filhaal ye jhoot nahi hey... aagar aapko apni tareef ka yaqeen nahi a raha to,,,

hum kya ker saktay hain..


ji haan bilkul haan

hamra naam na lena..warna jhoot sach ho jay ga

filhal nahin hai..per baad mein ho jay ga
hamay na apni bezati ka yaqeen aata hai na tareef ka

app kuch na karein
kyunk app say kuch nahin honay wala

Posted on 4/4/2005 1:16:37 PM

hi dumm dumm
welcome here

Posted on 4/4/2005 2:48:00 PM

kash_beauty:
bola kab MG nay
type kia hai jhooto



OH ACHA
MAAF KIJYE GA


Posted on 4/4/2005 6:05:13 PM

kash_beauty:
Doctor Sam:
g nahi bilkul nahi...

hum ne jab jhoot bolna hoga, aapka naam liye baghair e bolain gay...

filhaal ye jhoot nahi hey... aagar aapko apni tareef ka yaqeen nahi a raha to,,,

hum kya ker saktay hain..


ji haan bilkul haan

hamra naam na lena..warna jhoot sach ho jay ga

filhal nahin hai..per baad mein ho jay ga
hamay na apni bezati ka yaqeen aata hai na tareef ka

app kuch na karein
kyunk app say kuch nahin honay wala


ye kya likha hey aap ne itna lamba ... time nahi hey...

perhne ka..

Posted on 4/4/2005 6:07:10 PM

King of jb:
ho ga bi nahi


guitaar walay bhai...


aapko hum ne kuch kaha...?

itnay achay mosam main
roothna nahi acha
haar jeet ki batain
kal pe hum utha rakhain
Aaj dosti ker lain



Posted on 4/4/2005 6:09:16 PM

Doctor Sam:
OH ACHA
MAAF KIJYE GA



maaf kia
kia yaad rkahien gay kis shiekha say pala parda hai


Posted on 4/4/2005 7:28:53 PM

Doctor Sam:
ye kya likha hey aap ne itna lamba ... time nahi hey...

perhne ka..


pardhna jo nahin aata

Posted on 4/4/2005 7:29:55 PM

perdna aata hey
time nahi hey... aapki postings perhnay ka...

Posted on 4/4/2005 11:30:15 PM

kash_beauty:
Doctor Sam:
OH ACHA
MAAF KIJYE GA



maaf kia
kia yaad rkahien gay kis shiekha say pala parda hai



hum zaroor yaad rakhian gay
humari memory achi hey


Posted on 4/4/2005 11:32:00 PM


Posted on 4/5/2005 9:18:09 AM

sssssssssssssshhhhhh   KON HEY...?


Posted on 4/5/2005 1:39:54 PM

ahoo

Posted on 4/5/2005 5:03:22 PM

Doctor Sam:
perdna aata hey
time nahi hey... aapki postings perhnay ka...

issliye pardh kar jawab dia hai

Posted on 4/5/2005 9:51:42 PM

Doctor Sam:
hum zaroor yaad rakhian gay
humari memory achi hey




Posted on 4/5/2005 9:56:24 PM