ro bhi na paoon ab to tanha ratoon mae
ansoo bhi na choraay tum ne ankhoon mae
zakhm diya hae esa bhool na paoon tujhay
mar jaoon ga mae to teri yadoon mae
shukriya shukriya
zakhm jo tum ne diya
shukriya shukriya
zakhm jo tum ne diya
ye khata hum se hoi
dil jo tum ko diya
apna keh ke jab se tum ne loota hae
kya mae booloon ye dil kitna toota hae
tootay dil ka har tukra ye kehta hae
piyar na kerna piyar to bas ek dhoka hae
shukriya shukriya
dil ko jo toor diya
shukriya shukriya
dil ko jo toor diya
ye khata hum se hoi
dil jo tum ko diya
na koi shikwa gila
tum se o bewafa
piyar to thaa he nahi
piyar jo tum ne kiya