bohat faltu time hey humaray paas...
lekin aap pe aietraaz ker k hum wo bhi waste nahi kerain gay...
![]()
![]()
![]()
lo bhala.. batao na zara...
hum kis khushi main khush hon...
khofsoorti pe,,,
![]()
ohoo bahrain na...
jahan aap rehti hain..
![]()
![]()
spelling bhi nahin aatein![]()
hum tou jahan nahin rehtay![]()
hum tou wahan rehtay hein![]()
![]()
bohat faltu time hey humaray paas...
lekin aap pe aietraaz ker k hum wo bhi waste nahi kerain gay...
![]()
![]()
![]()
waste nahin ho ga aisay time
utilize ho jay ga![]()
![]()
![]()
chalo wahan ka e sahi...
![]()
kab bula rahi hain aap..
![]()
reham kia hota hai![]()
hamay dekh kar kia app ko lagta hai k hamay kabhi kisi per reham aa sakta hai bhala![]()
![]()
chalo wahan ka e sahi...
![]()
kab bula rahi hain aap..
![]()
kis ko bulana hai
or kyun bulana hai
![]()
hum pagal hein..![]()
per benaqoof nahin![]()
![]()
![]()
lagta to nahi hey...
lekin...
![]()
acha na... reham kerain...
![]()
Sitaaron ko
wo gardish main hain na...
aap ne e mashwara diya tha k wo outing pe jaien zara..
ab aik pagal keh raha ho k wo baywaqoof nahi hey to hum kya kahain gay...
PAGAL E OYE..
![]()
Assalam-o-alekum.Warahmatullah Pyaray Logo.
Back after 1 week..
Balich ne humain miss kiya... acha laga... aor jis jis ne humain miss kiya un sab k liye Dil ki gehraaiyon se THANKS....
bUSS Kya bataien... k kahan khoye thay hum...
itna keh dete hain...
""Raha gardishon main har dumm mere Ishq ka sitaraa.
kabhi dagmagaai kashti kabhi kho gya kinaara""
yahan lafz ISHQ per mat jaien kion k gana hum change nahi ker saktay...
ishq ki jaga aap studies Samajh lain...
wese hum ne JB ko bohat bohat miss kiya...
baqi halaat batanay ki abhi himmat nahi hey...
Zindagi rahi to phir milain gay aor bataien gay...
![]()
![]()
![]()
i missed u 2
![]()
lagta to nahi hey...
lekin...
![]()
acha na... reham kerain...
![]()
lagna chahiye bhi nahin![]()
warna hospital jana pard jay ga app ko![]()
![]()
Sitaaron ko
wo gardish main hain na...
aap ne e mashwara diya tha k wo outing pe jaien zara..
ab aik pagal keh raha ho k wo baywaqoof nahi hey to hum kya kahain gay...
PAGAL E OYE..
![]()
hum nay mashwara nahin dia k outing per jayein![]()
hum nay kaha hai k ja rahay hein outing per![]()
![]()
app kehtay rahein!
sunta kaun hai![]()