Chal Hardam Mere Hamdam
Saath Chal Har Kadam
Tu Na Dum Aasu Ya Gum
Jeet Jaayenge Hum
Seene Mein Sholay
kar Jo Dil Bole
Jo Teri Jaan Mein Hai Dum
Dum Jaan Mein Dum
Andekhi Anjaani kya yeh mohabbat hai
chupke se milte dilon ki yeh aahat hai
kyun pyaar ke sab deewane
jo kho gaya woh hi jaane
baatein kitaabon ki
raatein hai khwaabon ki
har khwaab izhaar hai
kaisa yeh pyaar hai
kitabain bohat si
parhee hon gi tum nay
koi chehra bhi
tum nay parha hai?
parha hai meri jaan
nazer say parha hai
bata meray chehray pay
kya kya likha hai
dil ne ye kaha hae dil se
mohabbat ho gye hae tum se
meri jaan meri dilbar
mera etbaar ker lo
jitna bekaraar hoon mae
khud ko bekaraar ker lo
meri dharkanoon ko samjhoo
tum bhi mujh se piyar ker lo