Logo

°°~~°°[ MAHA RAJA ]°°~~°°

kash_beauty:
MAHA RAJA:
apni baat na kia karain aap


hum nay baat ki he nahin



Achaa wo kuin ji ....ab itnay bhi bebay nahi hain aap ...

Jitna ban kar dikha rahay hain

Posted on 5/25/2005 3:13:59 PM

kash_beauty:
MAHA RAJA:
nahi aap ki baat ho rahi hai


app hamesha hamari he baat kyun kartay hein

koi or nahin mila app ko



Lo hum kiun karain gai aap ki baat ...

itna falto tyme nahi hai ... ...

agay say kuch nazar aaye to us ki bat bhi ... awain hi aap

munh na matha jin paharon lathaa wo hisab hai aap ka



hun daso

Posted on 5/25/2005 3:15:46 PM

kash_beauty:
samjhnay k liye akal chahiye hoti hai
or woh app k paas hai nahin

kanjoos loagggggggg


Haan na wo to bohut hai hamaray pass.. aap wala haal nahi hai hamara ......... akaal extra rakhi hui hai

kanjooos to aap hain hum nahi

Posted on 5/25/2005 3:23:42 PM

kash_beauty:
MAHA RAJA:
naaaaaaaa ji hum nahi hain aap hain ...aur jooth hai ye




hota hai

Posted on 5/25/2005 3:25:07 PM

   

Posted on 5/25/2005 3:25:47 PM

zalim nazron say
tum na mujh dekho

mer jaon ga



Posted on 5/25/2005 3:52:48 PM

MAHA RAJA:
Achaa wo kuin ji ....ab itnay bhi bebay nahi hain aap ...

Jitna ban kar dikha rahay hain



bebay kia hota hai

Posted on 5/25/2005 3:55:33 PM

MAHA RAJA:
Lo hum kiun karain gai aap ki baat ...

itna falto tyme nahi hai ... ...

agay say kuch nazar aaye to us ki bat bhi ... awain hi aap

munh na matha jin paharon lathaa wo hisab hai aap ka



hun daso


mood nahin hai jawab denay ka



Posted on 5/25/2005 3:57:09 PM

kash_beauty:
zalim nazron say
tum na mujh dekho

mer jaon ga




TOubaa hai ..itni behoda awazzzzzzzzzz

La holwala

Posted on 5/25/2005 6:04:01 PM

kash_beauty:
MAHA RAJA:
Achaa wo kuin ji ....ab itnay bhi bebay nahi hain aap ...

Jitna ban kar dikha rahay hain



bebay kia hota hai



Ye bhi kuch hota hai ..baad main batain gai

Posted on 5/25/2005 6:05:35 PM

kash_beauty:
MAHA RAJA:
Lo hum kiun karain gai aap ki baat ...

itna falto tyme nahi hai ... ...

agay say kuch nazar aaye to us ki bat bhi ... awain hi aap

munh na matha jin paharon lathaa wo hisab hai aap ka



hun daso


mood nahin hai jawab denay ka




Lolzzzzzzzz

hota hai hota hai ...

jab munh ki paray na aisa hi hota hai

Posted on 5/25/2005 6:07:20 PM

hmnmmmmmmmmmmmmmmmm

Posted on 5/25/2005 6:08:25 PM

kese mizaaj hain raja saab...?


Posted on 5/25/2005 8:45:18 PM

MAHA RAJA:
Doctor Sam:
]

kis baat ki...



awain hi sadi marzi


Hum ne nahi leni aap ki thank U...

humari bhi marzi..


Posted on 5/25/2005 8:49:33 PM

yeh taza khabar hai

Posted on 5/26/2005 1:23:23 AM

MAHA RAJA:

Haan na wo to bohut hai hamaray pass.. aap wala haal nahi hai hamara ......... akaal extra rakhi hui hai

kanjooos to aap hain hum nahi


dekhai deta hai k kuch zaida he extra hai

hum hum hein


Posted on 5/26/2005 1:26:30 AM

MAHA RAJA:
hota hai


app k saath aksar hota hai

Posted on 5/26/2005 1:28:52 AM

MAHA RAJA:
TOubaa hai ..itni behoda awazzzzzzzzzz

La holwala


posting mein awaz kab say sunai denay lagi

Posted on 5/26/2005 1:31:02 AM

MAHA RAJA:

Ye bhi kuch hota hai ..baad main batain gai


hamary paas fazool baatein sun-nay ka tyme nahin hai

Posted on 5/26/2005 1:34:52 AM

MAHA RAJA:
Lolzzzzzzzz

hota hai hota hai ...

jab munh ki paray na aisa hi hota hai


jo merzi samjhein

jab mood nahin tha tou jawab nahin dia

Posted on 5/26/2005 1:37:45 AM

MAHA RAJA:
hmnmmmmmmmmmmmmmmmm



Posted on 5/26/2005 1:39:40 AM

Doctor Sam:
kese mizaaj hain raja saab...?



ACHAY MIZAAJ HAIN JI AAP SUNAIN

Posted on 5/27/2005 9:12:34 AM

Doctor Sam:



Hum ne nahi leni aap ki thank U...

humari bhi marzi..




TO na looo Sano ki

Posted on 5/27/2005 9:14:47 AM

shahrukh khan:
aaj ki taza khaabar:Maharaja sey maharani ban gaya



HAMESHAA HI ULTI BAAT KARNA APNI TARAHN ... JAB KUCH KAHOO TO MUNH 20 FEET LATAK JATA HAI ....

MAHA RANI TO TUJHAY BANAON GA CHIKHUT

Posted on 5/27/2005 9:16:10 AM

KASH BEAUTY:
yeh taza khabar hai   



ye bhi us ki tarahn fazool khabar jo fila raha hai

Posted on 5/27/2005 9:16:51 AM

kash_beauty:
dekhai deta hai k kuch zaida he extra hai

hum hum hein




JI haan kuch zaida hi extra hai tano koi aitraaz nahi na to fer chup bethoo ahoooo


Posted on 5/27/2005 9:18:05 AM

kash_beauty:
MAHA RAJA:
hota hai


app k saath aksar hota hai



NAHI JI YE JOOTH HAI

Posted on 5/27/2005 9:19:47 AM

hmmmmmmmm ji

Posted on 5/27/2005 9:19:57 AM

kash_beauty:
posting mein awaz kab say sunai denay lagi



BAS KABHI KABHI SUNAI DAY JATI HAI ..AHOOOO



kuch logoon ki awazzz

Posted on 5/27/2005 9:20:43 AM

kash_beauty:
hamary paas fazool baatein sun-nay ka tyme nahin hai


HAAN NA ACHI BATANI SUNNAY KA TO TYME HI NAHI HAI ...FAZOOL JO TEHRAY AAP

Posted on 5/27/2005 9:21:28 AM