Ahooo.... pehli baar nahi hameshaa ki tarahn lolzzzz![]()
waisay ab hum soch rahay hain k ager aapko dekh kar nahi daray to hamain bhi dekh kar nahi darain agi![]()
![]()
![]()
![]()
fee zamana dil tu pathar k mool hee bikta hai
Fragi ab ki pic post karo,,,
\\fee zamana dil tu pathar k mool hee bikta hai
app ko kis nay bataya![]()
yeh duniya best teacher hai