Logo

Teen Tracker

oye mae samjha u leaving jb...yaar mae faltu mae khush ho gya thaa

Posted on 6/15/2005 5:20:07 AM

kafi log khush ho gaye the ab un ki umeedon par pani dal gaya hay

Posted on 6/15/2005 9:46:30 AM

khush to nahi
par kafi logon ko "emotional" ho k itnaaa jhoot bolna para


mujhe to pata tha u r not leaving tabhi tareef nahi ki

Posted on 6/15/2005 9:48:31 AM

dekho JB mujhe chor sakta hay main nahi na mera plan tha JB chorne ka na hay

tareef karne ko kis ne kaha hay, sach bolo kay TT kaisa laga

Posted on 6/15/2005 10:00:41 AM


















oay ru ru dabbaaaaaaaaaa,,,
itni tareef kafi hai,,
jao ab
okk ab me tumhein teen dabba nahi kahu gi


hmmm 3 din tak

Posted on 6/15/2005 10:02:16 AM

tum mujhe jab teen dabba kehtee ho to mujhe bara maza aata hay motoo



Posted on 6/15/2005 10:08:51 AM




mujhe bhi

Posted on 6/15/2005 3:29:22 PM

isi tarah jab main tumko motoo kehta hoon to dil ko sakoon milta hay

Posted on 6/15/2005 3:36:28 PM

mujhe nahi milta

Posted on 6/15/2005 3:40:30 PM

accha apn anaya naam bata do wohi bolon ga

Posted on 6/15/2005 3:51:54 PM