Bazigaar:
~ ßã£îçh ~:
lolzz yah to UN memberz ki fault hay na, kay wo bata kar nahin gaey
like 2hot4u told na to sab ko pata hay, mani didnt to nahin pata, u told to pata hay,
and isi tarha Queen of jb kaafi time baad online aien hain
to kisi ko pata nahin tha, kay wo buzy hain ya chorh gai hain
but ham acha sochtay hain kaey, they gonna come back, buzy hon gaey etc,,
you know HOPE??
bura q sochain kaey koi chorh gaya
+ you said ITZ NET, to net par aisi hi family ho sakti hay na
well, khud to dosray members ka pata raah nahi saktay ilzaam laga detay hain un ker k unko batana chahye thaa...well, agar apko apni 'family' ka inta he khiyal hae to apko khud sab ke khabar rekhni chahye na
and mae ne to sirf ye pocha hae k next kon ja raha hae?
last but not least...agar net per asee he family hoti hae to phir idher itna serious kiyoon lete hain apne administration k bhai logz
well bazi aap to is family ka hisa ham say bi pahlay kay hain
wohi aap hain wohi family hay
to kiya aap bata saktay hain kay AB tak kay jitnay memberz nahin atay jb par WO KION NAHIN ATAY?
KAHAN HAIN?
ETc etc???
NO, you cant
to phir HAMAIN koi jadu to aata nahin hay, jo har kisi ka pata laga kar rakha karen,
jin ko jo bi ZIADA janta hay, means id hay or friends hain,
wo to jantay hain UN kay baray main
baki kaisay janain? CAN YOU TELL ME? KOI IDEA? AGAR HAY TO HAM BI KAR LAIN GAEY
hamarey kaam aey ga na
and yeah aap nay yahi pocha hay kay WHO IZ NEXT?
to is kay ANDAR ki jo batain hain
wo bi sab samajhtay hain, lol to chupan chupai kis liyay..
AND YEAH rahi aap ki last baat to
well yah baat aap say ziada kon jaan sakta hay
aap to 3 bar KHUD admin rah chukay hain..
and jahan tak administration ki baat hay to yah to woh khud
hi bata saktay hain.