Logo

Aankhen

Aankhen oonchi hui to dua ban gayin
Aankhen nichi hui to haya ban gayin
Jo jhuk kar uthi to khata ban gayin
aur uth kar jhuki to adaa ban gayin

Posted on 7/9/2005 8:48:53 PM

bahut khoob jeeee

Posted on 7/10/2005 1:29:47 AM

Waheed_Younis:
Aankhen oonchi hui to dua ban gayin
Aankhen nichi hui to haya ban gayin
Jo jhuk kar uthi to khata ban gayin
aur uth kar jhuki to adaa ban gayin


ahaan nice

Posted on 7/12/2005 12:08:14 PM

   

Posted on 7/12/2005 12:08:33 PM