arey arey jab hum hain yahan tu aap loog meray tajurbey sey fiada kiyoon nahi uthatey
sahi kaha ammi hamaisha kehti hain buzurgoon k tajurbay se faidah utha chahiay
acha yeh dassain ..k ager amma jee hukum sadir kerdain k aaj aftaari aapko banani hai aur aapka bilkul bhi mann nai hai to wwahan konsa tajurba apply karengay k amma bhi maan jaien aur Aftaari bhi ban jaiey