aaisi cheez ki tamana karnay baywaqofi hai jo humari ho nahin sakti... insaan ko apni limits main hi rahna chahiyay... woh cheez kyon mangain hum jo mil nahin sakti... isi tarhan aasmaan humara nahin ho sakta... tu taray kaisay hon gay...
laikin door say un taroon ko daikhnay pay tu pabandi nahin...
aaisay hi us cheez ko jo mil tu nahin sakti but hum usay door say daikh kay khush tu ho saktay hain....