Salaam and thanks sab ka and spec TT bhaiya ,
ham nay kaha tha saaf bat karnay ko, but yahan mis you ka topic ban gaya
ham mar nahin rahay kay koi topic banay miss you ka and ham bhag kar wapis a jaen lol
( sorry but sach bola hay )
prb hamain nahin aur memberz ko hay ham say,,
sec,,, mods and admins insaaf nahin kartay ,, i mean jab baat rules ki ho
we still dont want 2 come back,, but TT bhaiya nay itna kaha so ham abhi
sirf baat karnay aey hain
dont wanna fight but SAAF baat buri lag sakti hay many memberz ko
WOL bro and TT bhaiya knows kay kiya maslay hain,,,
so ham nay kaha tha TALK 2 other memberz,,,
jab baat kar lain,, and wo log bi SAAF baat karna chahain to
ham a jaen gey baat clear karnay kay liyay
coz,,, ham nahin chahtay kay JB par teams ban jaen,
and fun na ho...
jab tak DIL saaf nahin hotay sab memberz kay aik
dusray kay liyay tab tak ham nahin aen gaey.
and yah baat ham kisi AKARH main ya NAKHRAY kar kay nahin kah rahay,
na hi hamain MANANA zarori hay...
but yah topic sirf TT bhaiya kay love and care ki wajha say bana hay
so we r ready to talk
Posted on 9/18/2005 3:49:29 PM