jab cheezain unkay bas main na hon... n aaisay insaan kay agay majboor ho jain jis say woh buhat pyar kartay hain... aur ya proof daina paray k ya "i luv u"
pyar tu kisi say bhi ho jata hai.. insaan pyar kartay waqat ya nahin sochta k woh kis say pyar kar raha hai... aur aik baar pyar ho jaay tu us ko reverse gear nahin lag sakta.... haan jab dil dukhay tu buhat buhat rona ata hai
jo proof mangtay hain woh ghatiya nahin hotay...
jin say manga jata hai woh ghatiya hotay hain isi liyay tu unkay pyar pay shak kiya jata hai aur un say proofs mangay jatay hain