Logo

may yaad aaongee


Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko
Main tumhain bohat shiddat se yaad aaongi


Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
ban ke Dil ki kasak raat bhar jagao gay b


Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga
Bhigoge tum jab bhi baarish main main yaad aaongi


Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein
Parhoge jab bhi koi shairi main yaad aaongi

Posted on 10/31/2005 3:57:04 PM

Yaar yeh tou Peechhayu per jaanay waali baat hui

Posted on 10/31/2005 7:47:22 PM


Posted on 11/1/2005 7:59:53 AM