Logo

Aqwaal-e-Nikamma...

nikama:
oh,sorry doc.aj kal hum kahin aur masroof hote hain....i'm back to my gud old forum,where after some maafi talaafi,gile shikve,atlast mujhe dobara qabool ker hi lia gya he



kis ne qabool kiya hey...



Kion qabool kiya hey..

Hum to aap se naraaz hain, sakht naraaz..


Posted on 12/14/2005 12:06:19 AM

nikama:
per ap ki khatir aik aur sunehri asool....sirf kamzor log doosron ki tareef ya tanqeed se mutasir hote hain.koi bhi ap ko ap se ziada nahin janta,so apne bare main sirf apni rai ko hi sahi samjhain


Hmmmmmmmmmmm

hmmmmmmmmmm


hum zara ghor ker rahay hain is qol pe,,, baad main apni raaye dain gay...


Posted on 12/14/2005 12:08:55 AM

nikama:
doc.hum jane hi wale the k ap a gay


waah waah..


Posted on 12/14/2005 12:11:29 AM

aur kuch

Posted on 12/14/2005 4:47:10 PM

Doctor Sam:
   


kis ne qabool kiya hey...



Kion qabool kiya hey..

Hum to aap se naraaz hain, sakht naraaz..

    aisi kyakhata hogai doc.jo ap itne sakht naraz hain

Posted on 12/14/2005 5:02:20 PM

nikama bao koi naraz nai hay aap se ...........sab samajh sakte hqain

Posted on 12/14/2005 6:25:28 PM

kion nahi...

hum thay naraz..

humain wait krna parda na aqwal k liye...

Posted on 12/15/2005 12:30:45 PM

bilkul aap k liay to bari marfat ki batain un ki

Posted on 12/15/2005 6:08:35 PM

    aik aur maarifat ki baat....
    her nai ghalti insan ko aik nya sabak sikhati he
    to ghaltian kerte raho aur seekhte raho

Posted on 12/15/2005 8:01:34 PM

waaah waaah...

kya baat hey...

koi aor...?


Posted on 12/28/2005 8:05:10 PM

in per hi amal ker lo,to sudher jao ge

Posted on 12/28/2005 8:21:51 PM

nahi na...

humain sunnay main maza aata hey..

matlab parhnay main...

jaldi se aor likh dain nikammay bhai...

Posted on 12/28/2005 8:30:52 PM

her aane vala saal usi tarah guzaro jis tarah jane vala guzara tha.kabhi boorhe nahin ho ge

Posted on 12/28/2005 8:45:15 PM

ye kya baat hui...

ye qol humain pasand nahi aaya nikammay bhai... lagta hey aapka aqwal ka stock khatam ho gya hey...

koi baat nahi, hum intazar kar lete hain..

Posted on 12/28/2005 8:55:31 PM

intazar sirf larki ya bus ka hi acha hota he

Posted on 12/28/2005 9:03:16 PM

waaaaaaaaaaaah waaaah...


Posted on 12/28/2005 9:04:56 PM

nikkkama hi hai yeh bhi

Posted on 12/28/2005 10:21:13 PM

kon doc.na

Posted on 12/28/2005 10:29:45 PM

jee nahi...

ye sunehri irshaad SALL ka aap k baray main hey...


Posted on 12/29/2005 8:06:24 PM

aise sunehri irshaad mujhe nahin chahian

Posted on 12/29/2005 10:31:56 PM

hafta jaye par mufta na jaye

Posted on 12/30/2005 1:13:28 AM

dabba ne kya kaha
mujhe samajh nahi aaya




nikammmaaaaaa
dunya hamare kahe ko sunehri alfaz kahe to hum kya karein
aap mano ya na mano

Posted on 12/30/2005 2:37:24 AM

nikama:
aise sunehri irshaad mujhe nahin chahian


to aapko silver irshaad chahiyen kya..?
wo bhi mil saktay hain....


Posted on 12/30/2005 3:19:52 PM

SALL:
dabba ne kya kaha
mujhe samajh nahi aaya




nikammmaaaaaa
dunya hamare kahe ko sunehri alfaz kahe to hum kya karein
aap mano ya na mano


wo baat aap ne nikammay bhai k baray main kahi, isliye hum ne aapki baat ko sunehray alfaaz keh diya..


Honor is for Nikammay bhai..


Posted on 12/30/2005 3:21:31 PM