Logo

Just want to share wid u

Yeh aik mail main perha tha
I don know kis had tak sahi hai
bas aap logon say share kerna tha
aap log help kerain kay kitna sahi hai



Posted on 12/16/2005 2:12:57 PM


Posted on 12/16/2005 2:13:28 PM

qv can u tell abt ur personal comment on the first questn of ur 2nd post

Posted on 12/16/2005 7:20:28 PM

I don know
bas itna janti hoon kay islam main mard ko hallat kay mutabiq aik say ziada shadiyun ki ijazat hai
so ager beewi ijjazat na bhi day to woh doosari shadi ker sakta hai

legaly ijazat zaroori hai

yeh mera naqis Ilm hai
bas

Posted on 12/16/2005 7:43:51 PM







beewi na hoi ek decoration piece ho gyajab chaho ek nia laa k saja do   



Posted on 12/17/2005 6:23:10 PM

apni apni soch hai

Posted on 12/17/2005 6:29:19 PM

q.v ka naqis ilm sahi he.jis bat ki khud ALLAH ne ijazat di ho us ki ijazat kisi aur se lene ki zaroorat nahin

Posted on 12/18/2005 5:04:45 PM

theek hay phir aurat decoration piece hi ho gai na

Posted on 12/20/2005 8:45:03 PM

kis nay kah aurat decoration piece hai

Posted on 12/21/2005 1:34:33 PM

doosri shadi merd sirf usi soorat main ker sakta he,jab us ko yaqeen ho k vo aik se ziada bevion main insaf kerne ka ehl he.aur phir use kisi se ijazat lene ki koi zaroorat nahin.i think hamare muashre main millions ki tadaad main bin-bayahi,divorced and widows mojood hain jin ko hum logon ne halat k rehmo karam per chor dia he.ager hum hindus ki taqleed kerne ki bajay merdon ko doosri shadi ki khule dil se ijazat de dain to shaid kafi had tak ye problem bhi solve ho sakti he.and muslim,personaly i also have some reservations abt this and some other issues,but GOD certainly knows better

Posted on 12/21/2005 3:24:31 PM