2/ mujhe yehi pata tha k aurton ka kabron pe jana mana hai,, par kyun ??
3/ samajh nahi aaya
4/ Allah maaf kare,, tauba hai
6/

sorryy,,, par wakai sach hai

mujhe koi yaad aa gaya
7/ bana o sighar wali baat samajh aati hai,, but "char deewari" ?? abhi aap k doosre topic mei kuch aur kaha aap ne
9/ aisa kahan hote dekha aap ne ??? btw SHAREE UZR kya hota hai ?? kya jannat ki khushboo aise mard pe bhi haram hai jo choti si baat pe apni bv ko talaak de de ??
agreee to most of points
2 8 10 4 7 concerns only women,, par baki to sab k liye hein
right
see yeh article aik damm sahi hai,, but i object the way its written