Logo

......rehte hein sarkashon mei

zindaan mei bhi khinche rahe daar o rasan se hum
rehte hein sar-kashon mei bohot baankpan se hum

gul-dosti ne khaar ka khu-gar bana diya
misl e naseem shaad hein saare chaman se hum

aghyaar mehr o mah se aage nikal gae
chuute na qaid e zulf e shikan-dar-shikan se hum

nikle jo gham-kade se to surat khizan ki thi
aae bahaar ban k teri anjuman se hum

yeh lutf kam nahi hai gham e aashqi tera
hein behniyaaz dehr k ranj o mehan se hum




Posted on 5/16/2006 10:48:01 PM

rehte hein sar-kashon mei bohot baankpan se hum    

yeh lutf kam nahi hai gham e aashqi tera
hein behniyaaz dehr k ranj o mehan se hum



Posted on 5/16/2006 11:08:37 PM

adaab arz hai

i love that line
rehte hein sarkashon mei bohot bankpan se hum
and the last sher

Posted on 5/17/2006 10:09:15 AM

zindaan mei bhi khinche rahe daar o rasan se hum
rehte hein sar-kashon mei bohot baankpan se hum

Posted on 5/17/2006 6:36:01 PM

haan na
beshak dekh lo

Posted on 5/19/2006 6:44:46 PM

SALL:
adaab arz hai

i love that line
rehte hein sarkashon mei bohot bankpan se hum
and the last sher


Franseesi Logon ka Sarkash pan tou samajh mainn aata hay ..Magar Aap ka Baankpan

Posted on 5/19/2006 9:50:24 PM