mera jaaaammmmm chooone waaaale
teri aisi ki taisi
![]()
arye EID walye din
woh bhi abhi 5:00 AM
nahi nahi nahi
wesye bhi abhi thori der main apun ne AIRPORT ke lye nikalna hia
koi panga bhi ho sakta hia
ek shair hum bhi karte hai irshaad
likha kuch 2-3 months bak
Udasi mei maykashi ka maza kuch aur hota hai....
khush jab hamsafar ho to jeenay ka maza kuch aur hota hai.....