Logo

aik ghantay say

kahaannn gae sab ????

Posted on 5/24/2006 3:57:57 PM

sab ko zindaan main dall diya hai

sahailiiiiiiiiiiii
kya bataoon

hareen kya haal hai

Posted on 5/24/2006 5:32:46 PM

QUEEN VICTORIA:
poochho zara poochho mujhay kya hua hai


toba toba toba
meri ye majal k main aap se poochoon...

Posted on 5/24/2006 8:24:35 PM

friend_16:
shahrukh khan:
sab so rahe hainnnnnnnnnnnnn...boringggggggggggggggggggggggggggggg


ja k saab ko jaga dein srk ... idea don aik balti bhar paani phaink dein..


aik balti...

aik se kya ho gya... balkay log zyada aaram se so jaien gay... garmi jo hey itni...

Posted on 5/24/2006 8:26:06 PM

QUEEN VICTORIA:
sab ko zindaan main dall diya hai

sahailiiiiiiiiiiii
kya bataoon

hareem kya haal hai


i m fine dear

Posted on 5/24/2006 8:32:35 PM

mera haal bhi koi poochay...

Posted on 5/24/2006 9:42:17 PM

mera b mera b mera b

Posted on 5/25/2006 2:29:25 PM

salam h r u sis
ohoo kahan gy thay sub
kan keenchana parain gain sub kay
QUEEN VICTORIA:
meray aur TT kay illawa koi nahin hai
report do aa kay sab
kon kahan hai aur kya ker raha hai

Posted on 5/25/2006 7:58:52 PM

ye aisa kion ho raha hey...?

Posted on 5/25/2006 8:53:19 PM

kaisa?

Posted on 5/26/2006 3:10:51 PM

Aisa

Posted on 5/26/2006 3:16:42 PM

beta aankh mein prob hai

Posted on 5/26/2006 3:27:41 PM

ha

Posted on 5/26/2006 3:28:23 PM

hota hai consult to eye specialist

Posted on 5/26/2006 3:33:00 PM

kasay jao

batao na

Posted on 5/26/2006 3:33:44 PM

Beta bhai k saath jao ya Ammi k
MAster ko bhi le jana

Posted on 5/26/2006 3:36:20 PM

master ko sath klay krer gaya tow tiger b sath chel paray ga

Posted on 5/26/2006 3:38:19 PM

le jana use bhi

Posted on 5/26/2006 3:41:30 PM

theek hai master or tiger ko tumharay paas baijoo ga

Posted on 5/26/2006 4:12:53 PM

apni sugaht apne pass rakho

Posted on 5/26/2006 4:26:46 PM

wo itni khushi se aapko bhej raha hey ,,,le lo na...

Posted on 5/28/2006 5:11:07 PM

Bitoo:
master ko sath klay krer gaya tow tiger b sath chel paray ga

tab to doctor kay paas janay ki kya zaroorat hai
seedhay chirya gher jao

Posted on 5/30/2006 8:10:05 PM

Doctor Sam:
wo itni khushi se aapko bhej raha hey ,,,le lo na...



Bhai aap le lo

Posted on 5/30/2006 8:34:42 PM

ye dr bhai sb kahan hain

Posted on 5/31/2006 6:26:44 PM

pta nhi

Posted on 5/31/2006 8:17:46 PM

yahan hain hum...
kahan ho tum...

Posted on 6/2/2006 11:21:29 AM


Posted on 6/2/2006 4:46:04 PM

kya huaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Posted on 6/2/2006 8:51:22 PM

boriat

Posted on 6/3/2006 8:15:38 PM

ab hum aaye lekin aap nahi hain...

Posted on 6/3/2006 9:25:54 PM