aap k hathon mei koi masla hai ya keyboard mei
kuch samajh nahi aa rahi
kya type kar rahe ho
uffffff paindooo admi.. champs elysée hota hai, shanzay lesay nahi
waise poster maze ka hai
mere paas to poori kitaab hai,, likhne pe aau to,, hahahaha
fikar not,, likh k batau gi
fitttaae mu aap ki akhri baat pe
me ne kya kiya hai aisssaaaaaaaaaaaaaaaa
jab aisi baat karta hai na koi to dil karta hai uss k kaan kaat du